Tanhai me Fariyad

Tanhai me Fariyad
Tanhai me Fariyad to kar sakte hai. Virane ko to abaad kar sakte hai. Kya hua aap se mil nahi sakte, DIL se yaad to kar sakte hai!
  

Feb, 01 2012     130 chars (1 sms)     1927 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Aapse nazrein to mila lein par ye to bataiye ki Aap mein aisa kya dekhein jo dekhte hi deewana banade Badi mushkil se militi hai zindagi sambhal ke rakhiye Kahin is shama ko hum parvana na banade
kuda karay keh to sab say naik serat ho keh tere terhan tera dil bhi kubsurat ho dua say qabal milay tujh ko jo bhi to chahhay keh kudh dua ko teray hatoon ke zarorat ho
Har Taraf khamoshi Ka Saaya Hai, Jise Chahate Hai hum woh ab paraya hai, Gir Pade hai hum mahobbat ki bhukh se, Aur log kehate hai ki pikar aaya he.
Chaaahne Se Koi Baat Nahi Hoti, Dhundle Se Andhere Se Raat Nahi Hoti, Do Bund Akhonse Bars Bhi Jaye, Isses Koi Barsat Nahi Hoti.
Barsat ki har bond me samaye ho tum...Mere dil me khas jagah banaye ho tum...Yun to humdard ki kami nhi...Par na jane aaj bohot yaad aa rahe ho tum..
Bahut chaha magar unhe bhula na saka, khayalo me kisi aur ko la na saka, unhe dekh k aansu to poch liye, par kisi aur ko dekh k muskra na saka..
Labo Par Aye Wo Naam Ho Tera, Bheju Jo Wo Paigam Ho Tera, Ankhe Jo Dekhe Wo Khwab Ho Tera, Dhadkan Kare Jiska Intezar Wo Intezar Ho Tera!
Toot jaate hain sabhi rishte magar, dil se dil ka rishta apni jagah, dil ko hai tujhse na milne ka yakeen, tujhse milne ki dua apni jagah!
Kasor na unka tha na mera,Hum dono hi rishton ki rasam nibhate rahe.Wo dosti ka ehsas jatate rahe,Hum mohabbt ko dil me chupate rahe.
Mohbat meri unko bekrar karegi,Hr dhadkan unka hi intzar karegi,Humne to unse esa pyar kiya hai ki,Bewafai bhi 100 janm tak intzar karegi
Kuch log yado ko dil ki tasvir banate hai,Mohabat ki yado me mehfil sajate hai, Hum thode alag hai, jo kisiko yaad ane se pehle apni yaad dilate hai..
Her sham ke bad rat ati hai her baat ke bad tumhari yaad ati hai chup reh ker bi dekh lia hum ne Khamoshion se bi tumhari awaz ati hai.