Hichkian dilakar humari

Hichkian dilakar humari
Hichkian dilakar humari ulfat kyon badha rahe ho,bas itna bata do yaad kar rahe ho ya yaad aa rahe ho.
  

Feb, 01 2012     102 chars (1 sms)     1108 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Hamare Ansoo Poch Kar Wo Muskurate Hai Esi Ada Se Wo Dil Ko Churate Hai Hath Unka Chu Jaye Hmare Chehre KoIsi Umeed Main Hum Khud Ko Rulate Hai.
Har Taraf Bebasi Ka Alam Or Phir Shaam Ki Tanhayi Hai, Ek Doli Idhar Se Kya Guzri,Phir Teri Yaad Chali Aayi Hai
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usneYun hi sahi, uske labon pe mera naam to aaya.
Apna v drd muje mere razdaar de kuch apni zindagi pe muje ikhtiyar de asa na ho ki kl tu mera sath chhod de jitna niba ske muje utna hi pyar de
Waqt Mile To Hame Yaad Kar Lena, Pal Pal Na Sahi Din Me Ek Baar Kar Lena, Mana Ki Rishte Honge Aap Ke Hazaar, Par Hamare Liye Ek Pal Barbaad Kar Lena..
In ankone deka une or dil me panah di. Hmne apni jaan samj kr une itni chah di. Jab hmne pucha sath doge to unhone bhul jane ki salah di
Har nazr ko ek nazr ki talash Hai,Har dil mein chupa ek ehsas hai,Ap se pyar yuhi nahi ki humne,Kya kare hamari pasnd hi kuch khas hai.
HUM TO AAPKO ROZ YAAD KIYA KARTE HAI, MAN HI MANN ME DEKH LIYA KARTE HAI, KYA HUA AGAR AAP PAAS NAHI HAI HAMARE, DIL HI DIL ME MULAKATEIN KAR LIYA KARTE HAI
Manzile bahut he afsane bahut he,Rahe zndgi me imtehan ane bahut he,Mat kar gila uska jo na mila tujhe,Es duniya me jineke bahane bahut he
Ye mausam kitna pyara hai Karti he ye hawa kch ishara he Zra samjho in isharo koYe hichkiya kahe rahi hebas hum ne dilse apko pukara h
Bahut kuch nahi chahiy 1 muskan kafi hai, hmesha khush raho ye arman kfi hai, bhulna mat hmko kbhi, hmare liye tumhara ye ahsan kfi hai
Na Zindgi Mili Na Wafa Mili,Kyu Har Khushi Humse Khafa Mili,Jhuthi Muskan Liye Dard Chupate Rahe,Sacha Pyar Krne Ki Kya Khub Saza mili.