Din jo guzar

Din jo guzar
Din jo guzar gaye hai yuhi Raat bhi dhal gayi hai yuhi Koshish tho bahut ki dil ne Zuban pe baat rah gaye yuhi
  

Feb, 01 2012     110 chars (1 sms)     951 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Khushiyo ka ek Sansar leke ayenge, patjhad me bhi bahar leke ayenge, jab bhi pukaronge aap pyar se, jindagi se sanse udhar leke ayenge...
Sapne ki tarah tujhe saja k rakhu,Chandani rat ki najro se chhupa k rakhu,Meri takdir mere sathnhi,Warna zindagi bhar tumhe apne siney se laga k rakhu
Hawaai ab bhi manchali hai, khawaesh ab bhi jawan hai, tujhe dhundtha hoon harpal, tu na jaane kaha hai!
Koi wada nahi firbhi pyar he,Judai k bawajud bhi tujpe adhikar hai,Tere chehre ki udasi de rahi he gawahi,Mujse milne ko tu bhi bekarar hai.
Aarzu Hogi Hazaro Ko Tumhri,Chahne Wala Hm Sa Dikhao To Sahi,Bujha Sake N Jinhe Zamane Ki Aandhiya,Teri Yad Me Aise Chirag Jalate H
Tum Bin Kahi Qarar Na AaeY To MaiN Kya KaroO .!! Har Pal Teri Yaad SataeY To MaiN Kya KaroO ..!! Surat MaiN Apni BhOOl GayE Tujh Ko Dekh Kar ..!! Her AaineY MeiN Tu Nazar Aaye To MaiN Kya KaroO ..!
Tujh Ko Apni Jaan Ka Salam Likhenge Dil Ki Kitab Me Arman Likhenge Kash Hm Ko Mil Jaye Asman Ki Hukumat Sitaro ki Jgah Pr Tera Naam Likhe
koi hai jo dua karta hai, apno me mujhe bhi gina karta hai, bahut khushnasib samjhte he khud ko, hum door rah ke bhi koai yaad kia karta hai
Tanhai Hai Pyar Me,Barbadi Hai Pyar Me,Aansu Hai Pyar Me,Bebasi Hai Pyar Me,Hum Ko Sab Pata Hai Lekin Kya Kare Hum Bhi Hai Pyar Me
Maine Ro Ro K Sham Guzari He Aapke Hath Mai Lakir He Warna Taqdeer To Hamari He Dil Mera Todte HoTo Lo Todo Chez Yeh Meri Nahi Tumhari He.
Phool Khilna Chahta Hai, Kali Khilne Nahin Deti Dil Milnaa Chahtaa Hai, Kismat Milne Nahin Deti
Yaar Ek Baar Aake Muskara Do Tum Jaha Ho Ek Pagam Bhizwa Do Raha Dekhtii Hain Yeh Aakhe Ek Baar Aapne Pyaari Awaz Sunaa Do