Is se pehle ki

Is se pehle ki
Is se pehle ki dilo me nafrat jaage, aao ek shaam mohabbat me bita di jaye.... Karke kuch mohabbat ki baatein, Is shaam ki masti badha di jaye.
  

Feb, 01 2012     143 chars (1 sms)     1582 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

na kar inkaar a zalim mere pass ane se .. khuda bhi roth jata hay kisi ka dil dukhane se
Nasha jaruri hai jindagi k liye,par sirf sharab hi nahi hai bekhudi k liye,kisi ki mast nigahon me doob jao,bada hasin samundar hai khudkushi k liye.
Raz dil ka dil me chupate hai who Samne aate hi nazar jhukate hai who Baat karte nahi ya hoti nahi Par shukr hai jab bhi milte hai muskurate hai who
Teri saadgi ki nahi koi inteha hai, yehi to meri dosti ki wajha hai mana k tujh main nahi koi khubi par jo tuz main h wo kisi or me nahi hai
Uska bhool jane ka andaz alag tha Hmara yaad rkhne ka andaz alag tha Barso jiske dil mein jagah banate rahe Aaj pta chala vo insan humse alag tha..
Koi khwaish unki adhuri na rahe,chahe jise woh usse duri na rahe,khushiyon ke phool itne khile unke jiwan me,ke hamari yaad bhi unke liye zaruri na rahe.
Kabhi Wo Mujh Say Kehta Tha K Meri Zindagi Tum Ho.Tum Hee Ho Arzoo Meri Meri To Har Khushi Tum Ho.Na Dekhoon Main Agar Tum Ko To Aankhien Noor He Kho Dein Meri Aankhoon Main Jan-E-Jaan Chamkti Roshni Tum Ho.
Dekho awaz dekar pas hame paoge,aoge tanha par tanha n jaoge,dur rehkar b tumhi pe nazar he meri,Hatho se tham lenge jab b thokar khaoge..
Ek sa Dil sabke paas hota h,Phir Q nhi sabpe vishvaas hota h,Insaan chahe kitna hi AAM Q na ho,Wo kisi na kisi k liye jaroor "KHAS"Hota h
Muddat se door the hum tum, ek zamane ke baad milna acha laga. sagar se gehra laga aapka pyar, tairna to aata tha par doobna acha laga....
Pal pal ki Dosti ka vada hai, apnapan kuch itna jyada hai, na sochna ke bhul jayenge hum aapko, jindagi bhar satane ka irada hai.
kisi aur ki baahon me rehkar wo humse wafa ki baat karte hai !ye kaisi chahat hai yaaro?wo bewafa hai ye jaankar bhi hum unhi se pyar karte hai…