Tu hain mujme shamil mere khun ki tarah tera tasawware jikr bhi karu kis tarah chahe door sahi lekin tu hain is duniya main teri ummid rehte huae main maru kis tarah
Raah asaan ho gayi hogi Jaan pehchaan ho gayi hogi Phir palat kar nigah nahi aayi Tujhpe qurbaan ho gayi hogi Teri zulfo ko chedti thi hawa Khud pareshan ho gay
Humein kya pata tha unka andaaz-e-byan itna haseen hoga Un ka aana paas hamare itna afreen hoga Yoon hi unse dil laga maikhaane mein shareek ho bethe they Humein kya pata tha vahan un ka mehfil-e-deedar hoga
hum agar khushi se mare to tumhe pa kar marenge agar gum se mare to tumhe khokar marenge ge gum hoga na koi dunia se jaane ka jaise bhi mare tere hokr marege