Pyar me maut

Pyar me maut
Pyar me maut se darta kaun hai.pyar to ho jata hai karta kaun hai.aap jese yar pe duniya qurban hai aur aap kahete ho humpe marta kaun hai
  

Jan, 31 2012     138 chars (1 sms)     2515 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Bate Karte Karte rula na dena,chup rah kar saza na dena. na de sako khushi to gam hi sahi, par vaada karo hume kabhi bhula na dena.
Haatho se gir gayi meri lakire kahi,Bhul gye hum apni taqdir kahi,Agar tumko mile to utha lena,Mere hisse ki har khushi apne komal se haatho me saja lena..
Kuch Bata Pichle Paher Khuwaab Main Aane Wale Kab Woh Din Aayenge Phir Humko Milane Wale
Khuda ki Rehmat sare SANSAR pr barse Mere hise ki rehmat mere YAR pr barse A khuda muje kardena PANI agar mera yar kabhi PYAAS se tarse.
Ek shabd me kya tarif karu apki,aap shabdo me kaha bandh paoge,bas itna janlo ki jab bhi baat chalegi dosti ki meri aankho me aap hi nazar aaoge.
Sukhe patton se pyar kar lenge, hum to tum par etbaar kar lenge,tum ye to kaho, tum hamare ho sanam, hum zindagi bhar intzaar kar lenge.
Mene pucha khuda se,tune dunia ko pyar ka dushman kyo bana dia?khuda hasa or bola,tune kaunsa mere sath acha kia,tune b to apne pyar ko khuda Bana diya
Woh inkar karte hain ikrar ke liye, Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, Ulti chaal chalte hain yeh ishqwale, Ankhein band karte hain didar ke liye.
DIL KI GALI BOHAT VIRAN HAI KHATRE MIEN AB JAAN HAI MOHABBAT BHI HAIRAN HAI K KAISA YEH INSAAN HAI BULA BULA K HAARI MAIN TO EK WO ZALIM HAI K ANJAAN HAI
Sabke chehre se har baat nahi hoti,Thode se andhere se raat nahi hoti,Zindagi me kuch log bahut pyare hote hai,Kya kare uni se Mulakat nahi hoti.
Khusbu bankar apke pas bikhar jaenge.Sukun bankar dil me utar jaenge.Jara mehsus to kijiye dur hote hue bhi hum apke pas najar ayenge..
Chup rehte he ke koi khafa na ho jaye.Humse koi ruswa na ho jaye.Mushkil se koi apna bana he.Darte he milne se pehle hi juda na ho jaye.