Mere soch sai

Mere soch sai
Mere soch sai wabasta hain yadaain tere.. Tere soch main shaid mera naam nahi.. Rooth ker janai walai itna bhi aihsaas nahi.. Is dil pai kia guzrai gi ghusa hi jis ko raaz nahi........
  

Jan, 31 2012     184 chars (2 sms)     1068 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

hum mohabbat ki numaish nahi karte,hum lafzon ki paimaish nhi karte,jise chahte hai toot k chahte hai,badle me chahne ki khawish nhi krte
Nazar ne nazar se mulaqat kar li, rahe dono khamosh par baat karli.. Mohabbat ki fiza ko jab khush paya, in aankho ne ro ro k barsaat kar li
Dardme koi mausam pyara nai hota,Dilho pyasa toh panise gujara nai hota.Dekhe jara koi bebasi humari,Hum uske ho jate he jo humara nai hota.
Mere Wajud Me Kash Tu utar Jaye Mai Dekhu Aaina or Tu Nazar AyeTu Ho Samne Aur Waqt Thehar JayeYe Zindgi Tujhe Yuhi Dekhte Hue Guzar Jaye
Hume Hasne-Hasane kiadat he Nzron se Nzar Milane ki adat he Par hmri to nzar unsehai ja mili Jinhe nzar Zhukake Shrmane ki Adat he.
Jawani agar diwani na hoti to jahan mein mohabbat nahi hoti. Ya tim timate sitarein na hote to raat itni suhani na hoti.
Chahe kitni bhi door hum rahe,Par Dosti ke silsile na kabhi kam honge,Tum tanha kahan ho zara palat ke dekhna. Tumhare saaye ki jagah hum honge.
Woh ruthe Hamse Hum Manane chale Manana nahi aata yeh bhul hi gaye Manana humne sikha nahi,Kya kare Humse koi yun pehle rutha nahi.
Har Ghadi Tumara Hi Intzar Krta Hu Kabi Juda Na HoYehi Fariyad Krta Hu Main Mar K-B Tera Sath Na Choduga Aey Jan Tumse Bahut Pyar Krta Hu
Kaun rakhta hai yaad namo ko Log chehre tak bhul jate hai Tum samandar ki baat karte ho Log aankho me dub jate hai
Apki khushi ki chah karte he Bas itna sa hum gunah krte he aaj fir apke intezar me betab He Dekhna he aap kab hume yaad karte He
Khudaa jab husn deta hai nazaakat aaa hi jati hai, Kadam chun chun kar rakhti ho..... Phir bhi kamar balkha hi jaati hai.....