rone se gam

rone se gam
rone se gam-e dil ka guzara nai hota, har shaks dil ka sahara nai hota. uss roz lagta hai bekar jiye hum, jis roz zikar tumhara nai hota
  

Jan, 31 2012     136 chars (1 sms)     1168 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Veeran Hai Dil, Tanhaaiyon Ki Bahar Hai Tere Yandon Ke Kanty, Bas Yahi Kuch Ab Sath Hai Tum Gai Sath Mai Chale Gai Hai Najare Najaro Mai Bas Ab Sirf Tera Intzaar Hai
Kaash aisa ho ki tumko tumse chura loon, waqt ko rok kar waqt se ek din chura loon, tum paas ho to is raat se ek raat chura loon, tum saath ho to is jahan se ye jahan chura loon.
Rishton Ki Baat Na Yuon Chali Hoti Daman Mein Aag Na Yuon Lagai Hoti Zindagi To Weyse Hi Pareshan Thi Apni Aur Na Meri Pareshani Yuon Barhai Hoti
Jo chij mang k mile wo mannat hai . Chhah kar mile woh chahat .paas ho wah amamat hai .dilse mile vo rehmat hai.par aap jaisa koi mile vo KISMAT hai..
Pyar Karna Humko Sikha Do,Us Dilke Kone Me Humko B Bitha Do,Hum Tumhari Yado Me He Ki Nahi,Hothon Se Nahi To KamSe Kam SMS Se To Bata Do.
AjnbiSe Guftgu Kya Ki Kyamat HoGyi,DostiKa Tha Irada Or Mohbt HoGyi,Rosni Se Bachke Wo B Bn Gya Ijztdar,Andehre Me Kanch K Tukdo Ki Kimat Ho Gyi
Kabhi to ki hogi suraj ne chand se moha at tabhi to chand me daag he,mumkin he chand se hui hongi bewafai ,tabhi to suraj me aag he....
Zikar Hua Jab Khuda Ki Rahmato Ka,Hamne Khud ko KhusNasib Paya,Tamanna Thi Ek Pyare Se Yaar Ki,Khuda Khud Yaar Bankar Aapke Roop Me Aaya.
is dilme uske liye itna pyaar rhega,k waqtbhi uska gawah rhega;uska pyar pata nahi kiske nasibme ho,par ye dilto uski yadoka haqdar rhega
Tum hi batao is dil ka kya karen,jo sirf tumhare naam se dhadakta hai,jitna door rehna chahe tumse,utna hi tumse milne ko tadapta hai.
Mohabbat Aur Mout Dono hi bin bulaye Mehman hai. Kab Aa jaye koi nahi janta,Dono ka Ek hi kam he Ek DIL Le jatihe To Dusri DHADKAN Le jatihe
Kam Aakhir Jazbaye Dil Is Tarah Aa Hi Gaya Dil Is Tarah Se Un Ke Liye Tarpa Unko Pyar Aahi gaya