Badalna nhi aata

Badalna nhi aata
Badalna nhi aata humen dostoon ki terhan Har ek rut mein tera intezar karte hain Na tum sameet sako ge jise qayamat tak kasam tumahri tumhen itna pyar karte hain..
  

Jan, 31 2012     163 chars (2 sms)     1130 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Barson guzar gaye roker nhi dekha,in ankho ko ansu se dhoker nhi dekha,wo kya jane PYAAR kya chiz hai, jisne kbhi kisiko khoker nhi dekha..!
USKA SHUKRIYA KUCH IS TARAH ADA KARUAWO KARE BEWAFAI MEIN SADA WAFA KARUAMERI MOHABAT NE BAS ITNA SIKHAYA MUJHEAKHUD MIT JAU PAR USKE LIYE DUA KARU.
Dil ki awaaz ko izhaar kehte hai, jhuki nigah ko ikarar kehte hai sirf paane ka naam ishq nahi. kuch khone ko bhi pyaar kehte hai.
Tujhe dekhe bina teri tasveer bana sakta hoon, tujhe jane bina tera haal bata sakta hoon, hai meri mohabbat mein itna dum, apni aankh ka aansoo teri aankh se gira sakta hoon....
Aaj se sabhi raah aasaan ho gaye,Do jism aab to ek jaan ho gaye,Jabse woh is dil ke mehman ho gaye,Is dil ke poore sare armaan ho gaye...
Har Bar Unki Salamati Ki Dua Karnge Unki Arzu Me Apni Hasti Fana Karnge Wo Chahe Daman Bachale Humse Lekin Hum Marte DumTak Unse wafa karnge
Likho to kuch aisa likho, ki kalam bhi rone pe majboor ho jaaye, har labz me wo dard paida karo, ki wo pyaar karne par majbur ho jaaye.
Kabhi Kabhi Mohabbat Mein Judaai Bhi Aati Hai, Par Judaai Pyaar Ko Aur Bhi Gehra Bana Deti Hai, Do Pal Ki Judaai Mein Aansoo Na Bahaa Aye Dost, Judaai Ki Tadap Pyaar Ko Aur Pyaara Bana Deti Hai....
Teri Baaho Me Meri Zindgi Guzar Jaye Ankho Me Saanso Me Tu Smaa JayeHo Na Tu Kabhi Juda Ek PaL K Liye Rahe itne Karib K Hosh Hi Na Aaye.
Kab dil teri yaad me chuur nahi hota,Kab tujse milne ko dil majbur nahi hota,Ye sach hai zindgi me Dil usi ka tut-ta hai jiska koi kasur nahi hota.
Jis Dil Mein Basa Tha Pyar Tera Uus Dilko Kabhi Ka Tod Diya Badnaam Na Hone Denge Tuze Tera Naam Hi Lena Chod Diya.
Pyaar me maut se darta kaun he pyaar ho jaata hai Karta kaun he Aap jaise yar par dunya qurban Aur Aap puchte ho ki hum pe marta kaun he