KAUN KAHETA HAI

KAUN KAHETA HAI
KAUN KAHETA HAI TUJHKO BHULA RAKHA HAI, TERE GULSHAN KO AAJ BHI MEHAKA RAKHA HAI, AAKAR DHEKH JA TERI YAADON KE ZAKHAM, PHIR BHI DHEKH TERI TASVEER KO AAJ BHI SEENE SE LAGA RAKHA HAI
  

Jan, 31 2012     182 chars (2 sms)     1026 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dil jo tutega to fariyaad karoge tum. Hum na rahe to hume yaad karoge tum. Aaj to kehte ho hamare pass waqt nahi, par ek din mere liya waqt barbad karoge tum…
Wo Nazar Kaha Se Lau Jo Unhe Bula De Wo Dawa Kahan Se Lau Jo Dard Mita De Milna To Likha Hota He Takdiro Me Wo Takdir Kaha Se Lau Jo Mila De.
Kash yeh zalim judai na hoti, Rabba tune Dil chiz banai na hoti, Na hum unse milte na pyaar hota, Zindagi jo apni thi aaj parai na hoti
Nasha Jaruri Hai Jindagi k Liye,Par Sirf Sharab Hi Nahi Hai Bekhudi K Liye.Kisi Ki Mast Nighon Me Doob Jao,Bada Hasin Samundar Hai Khu
PYAAR CHUPTA NAHI AANKHEN CHUPANE SE.. DIL RUKTA NAHI KISIKE SAMJHANE SE.. RUK JATI HAI DHADKAN USE BHUL JANE SE.. HUM USE YAAD KARTE HAI JEENE KE BAHANE SE.....
Har Taraf khamoshi Ka Saaya Hai, Jise Chahate Hai hum woh ab paraya hai, Gir Pade hai hum mahobbat ki bhukh se, Aur log kehate hai ki pikar aaya he.
Kahte hai ki jab koi kisi ko bahut yaad ata hai to 1 taaraa kahi tut k girta hai.1din sara aasman khali ho jayega aur ilzam hamare sar ayega..
Aap hanste hai hame hasane ke liye, Aap rote hai hame rulane ke liye, khuda ki kasam ek baar ruth kar to dekho mar jayenge tumhe manane ke liye.
Ye Dil Pyar k qabil na raha, Koi bhi izhar k qabil na reha, is Dil me bas gayi Dosti aapki..... ab tu chand bhi deedar k kabil na raha!
Dil jalkar mera muskurate hai wo, apni adat se kab baaz aate hai wo , puch lete hai har raaz mujse mera apni har baat mujhse chupate hai wo.
Na to yaado ko yaad rakhte hai Na hi sapno ko saath rakhte hai Hum to buss unko yaad rakte he Jo hamein dil ke pass rakhte he
UsKi Yaadon Mai, UsKi Baton Mai Kahin Mera Aks i Jhilmilata Hoga Laakh Masroof Hoga Apne Kamon Mai Phir B Hamein Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga