Pyaar kamjor dil

Pyaar kamjor dil
Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta, Zeher Dushman se liya nahi ja sakta, Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki us ke bina jiya nahi ja sakta.
  

Jan, 31 2012     143 chars (1 sms)     3476 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Ab Khawabo Me Rishtey Banata Hu,Tere Daman Ko Or Karib Pata Hu,Raahein Ulfat Muskil Hai Magar,Teri Yaadon Se Apni Sanse Chalata Hu.
Jaam tutne ka bahana na kar, Hum to teri aakhon se pee lenge,Tu mat aa lakin aane ka wada to kar,Hum tere intjar mein jee lenge......
Humne to umar gujar di tanhai me Seh liye sitam unki judai me Ab to yahi fariyad karte hein din raat Koi aur na tadpe unki bewafai me.
ISHQ KARNEWALE KO DIWANA KEH DIYA, SHAMA PAR JALNE WALE KO PARWANA KEH DIYA, MOHABAT KO DAFNAYA PATTHAR K NICHE AUR LOGO NE USE TAJMAHAL KEH DIYA..
Tum Hame Rula do to gam NahiTum Hame Bhula Do to Gam nhiPr Agar Tumhe laga humne tumhe Bhula DiyaToh Samajh Lena is Duniya Me hum nahi
Saza Na Do Mujko BEKASOOR Hu Me, Thaam Lo Mujh ko Ghamo Se Chhur Hu MeTeri Duri Ne Kar Dia he Paagal Sa Muje, Or Log Kehte Hai deewana Hu Me..!!
KHUBIYAN ITNI TO NAHI HAM ME KI APKO HAMESHA YAAD AYENGE PAR ITNA BHI AITBAR HAI HAME KHUD PAR KI AAP HUME KABHI BHOOL NAHI PAYENGE.
Har waqt Hothon Par Aapke Hasi Ho, Har Pal Dil Me Aapke Khushi Ho Sitare Bhi Zami Par Akar Aapko Gher Len, Aisi CHAND ki Tarah Chamkati Aapki Zindagi Ho.
Wo meri me uska ho jau,Tadap me uske me mar jau.Aisa bane pyar ka ye rishta hamara,Wo mera jism aur Me uski jaan ho jau.
Ghar se Baher wo Nakab me NikLi; Sari gaLi unki firak me NikLi; inkar karte the wo Hamari MOHABAT se; Aur Hamari hi TASVIR unki kitab se NikLi.
Wah re meri mohabbat kya rang layee hai Kandhon par hu phir bhi yehi aawaz aayee hai ki ek baar chehre se parda hata do aj wo benakaab aayee hai!!
Unhone dekha or aansu gir pade Bhari barsaat me jaise fool bhikhar pade Gum nai ki unhone alvida kaha Gum ye hai ki uske baad wo bhi ro pade........