Ho nehi Skta

Ho nehi Skta
Ho nehi Skta mujhe apki yadna aye bhul k apko bhlu wo ehsas na aye ap bhule to ap pe koi anch na aye me bhulu to meri agli sans na aye
  

Jan, 31 2012     134 chars (1 sms)     868 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kuch Bata Pichle Paher Khuwaab Main Aane Wale Kab Woh Din Aayenge Phir Humko Milane Wale
Badalna Aata Nahi Humko Mosam ki Tarah,Har Roop Me Unka intzar karte hai, Na samet sakenge Jise qayamat tak kasam khuda ki Unhe itna Pyar karte he.
Socha tha na karenge kisi se dosti, Na karenge kisi se vaada, Par kya kare dost mila itna pyara. K karna pada pyar ka vaada
Kyun kisi se itna pyar ho jata hai, ek din jeena bhi dushwaar ho jata hai. lagne lagte hain apne bhi paraye, aur ek ajnabi par itna aitbaar ho jata he.
Who ruthe humse hum manane chale, Manana nahi aata yehbhul he gaye. Manana humne kabhi sikha he nahi, Kya kare humse yu pehle koi rutha he nahi.
Dard Bola To Sunaayi Dega Tera Her Ashq Dikhayi Dega Ishq Tujhse Hai Kambakht Mujhe Ab To Brson Ki Judayi Dega Waqt Rukta Nahi Rahon Ke Bich
Chand jb nikly to tera guman hota hai,Kis qadr dilfreb ya smaa hota hai,Hum tari yaadon mein khoya rehty hain,Neend main Jb sara Jahan hota
Har nazr ko ek nazr ki talash Hai,Har dil mein chupa ek ehsas hai,Ap se pyar yuhi nahi ki humne,Kya kare hamari pasnd hi kuch khas hai.
hum mohabbat ki numaish nahi karte,hum lafzon ki paimaish nhi karte,jise chahte hai toot k chahte hai,badle me chahne ki khawish nhi krte
muskura do zara khuda ke vaste, sama-e-mahefil me roshni kam he, tum hamare nahi to kya gum he, hum tumhare to hai ye kya kam he
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usneYun hi sahi, uske labon pe mera naam to aaya.
Ehsas dilaya hai too milta hee nahee Ajnabi tha too roz mila karta tha Ab mari har bat kay wo maani pochay Jo mari soch ki tahrir likha karta tha.