Zindagi phool si

Zindagi phool si
Zindagi phool si muskurati rahe,Har khushi aapke daaman me jagmagati rahe,Uparwale se duva hai to bas itni,,Kabhi-kabhi apko humari bhi yaad aati rahe..
  

Jan, 31 2012     152 chars (1 sms)     1140 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Khusbu bankar apke pas bikhar jaenge.Sukun bankar dil me utar jaenge.Jara mehsus to kijiye dur hote hue bhi hum apke pas najar ayenge..
Mohabbat Ki Zanjeer Se Dar Lagta Hai Kuch Apni Taqdeer Se Dar Lagta Hai Jo Mujhe TUJ SE" Juda Karti Hai,Haath Ki Uss Lakeer Se Dar Lagta hai.
KISI KI YAADON ME AANSOON BAHAA NE SE DIL KA DARD KAM NAHIN HOTA PYAR TOH APNI KISMAT ME HOTA HAI KISI KO CHAHHNE SE KOI APNA NAHIN HOTA
Pehchan to meri bhi koi nhipata nhi Q log mujhe pehchante hain?pyar to mujhe bhi unse bhut hai pata nhi Q unke aLawa sab jante hain
Dosti ki ek andekhi surat ho aap, Kisi ki Jindagi ki jarurat ho aap, Khubsurat to ful bhi bahut hai, lekin kisi ke liye, ful se bhi khubsurat ho aap...
Darde judai jamane ko bata ke apne sanam ko rusava nahi karate Dil se pukar ke dekhlo sachche sanam judai nahi dete.
Teri yaad bhi kamal karti hai kesey kesey humse sawal karti hai ek pal ko tanha nhi hone deti mujhe ye mera kitna khayal karti hai..!…
Na kashti na kinara he koi,na manzil na sahara he koi,na ansu na khushi ka ishara he koi,par aap hai to lagta he is duniya me humara he koi
Khamoshi ki wo dhimi C awaaz h,Tanhaiyo me wo ek gehara raaz h,Milte nahi h sabko aise chahne wale Aap jo mile to hume khud pr naaz he.
Saath rehate rehate yuhi waqt gujar jayega.. Dur hone ke bad kaun kise yaad aayega.. Jeelo ye pal jab hum saath hai, kal ka kya pata waqt kahan le jayega...
Har jagah baithna intezar nahi hota, Har khamoshi ka matlab inkar nhi hota, Nazre to har ek se milti hai, Har nazar ka matlab pyaar nahi hota
Pyaar Koi Cheez Nahi, Jise Mehnat Se Haasil Kiya Ja Sake... Pyaar Koi Mukaddar Nahi, Jise Taqdeer Pe Chhoda Ja Sake... Pyaar Ek Yaqeen Hai, Bharosa Hai... Lekin Yeh Itna Aasaan Nahi, K Kisi Pe Bhi Kiya Jaa Sake.......