Lafzo Ki tarah

Lafzo Ki tarah
Lafzo Ki tarah muje kitabo Me milna,Tu banke mahek Muje gulabo Me milna,Jab b mujeTeri yad Aye,To banke khushi k ansu Meri ankho Me Milna...
  

Jan, 31 2012     140 chars (1 sms)     1262 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Musafer bechrety hain rafaqat kab badletei hai... Mohabet zinda rehetii hai mohabet kab badltii hai... Tum e ko chaahety hai ham tum he se pyaar kerty hain... Ye he aadet hai baresoo see ye aadet kab badlti hai............
Teri aawaz tere roop ki pehchan hai,tere dil ki dhadkan meri jaan hai,na sunu jis roz teri baatine,lagta hai us roz jism ye bejaan hai
NAAM Ki Kya Baat Karte Ho, LOG Chehre Tak Bhool Jate Hain;TUM Samandar Ki Baat Karte Ho,LOG To Aankhon Me Bhi Doob Jate Hain.
Ek umar bhar ki tanhai mere naseeb karke Wo gayi hai baate ajeeb karke Wafa ka use mai kya naam du Khud ho gyi hai door muje kareeb karke
IS DIL ME KYA HAI DIL CHEER KAR DIKHA DENGE, KASAM HAI TERI MUJHKO, TUJHKO PYAAR KARNA SIKHA DENGE.
Mere Wajood mai kash wo utar jaye,Mai dekhoon Aaina aur wo nazar aaye,Wo ho samne aur Waqt thehar jaye,Ye zindagi us se yuhin dekhte huye guzar jaye.
kehte hai ki ishq mein toh lut jana chahiye par jab yaar hi na mile toh kispe mita jaye
Jisay TUM chaho SIRF usiko satana.Yuhi na DIL kisi say lagana.Hai agar tum may MOHABAT nibhanay ka garur.To kabhi bhi USKA dil na dukhana
Roti hui ankho m intezar hota hai.Na chahte hue bhi Pyaar hota hai.Kyun dekhte hain hum wo sapne Jinke tutne par bhi unke sach hone ka intezaar hota hai.
Lamhe yeh suhane saath ho na ho.. Kal mein aaj jaisi koi baat ho na ho.. Aapki dosti hamesha iss dil mein rahegi.. Chahein puri umar mulakat ho na ho
raat jaise gahrane lagi unki ada mujhe yaad aane lage k waqt tha unki baho me apni duniya bhula dete the wahi duniya k dar se hume bhulane lagi
Kitne sunder ho tum, chand sa mukhda hai tumhara. Log kehte hain chand ka tukda ho tum, main kehta hoon chand tukda hai tumhara!!