Ae JAAN Tera

Ae JAAN Tera
Ae JAAN Tera Haseen Nam Acha Lgta H Tere Sath Se Ye Chand Acha Lgta H Log Kehte H Teri mohbbat Me Pagal,Mujhko ye ilzam acha lgta h
  

Jan, 31 2012     131 chars (1 sms)     3263 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Os ko bohat chaha magar woh mila hi nahi, LAkh koshish ki magar faasla mita hi nahi, Os ko zamaney ne majboor is qadar kr diya K , woh meri kisi sada per thehra hi nahi,
Juban khamosh aankho me nami hogi, Bus yahi Dasta-E-zindgi hogi, Jakhm to bahut bhar jayenge, Par kaise bharega wo dil ka kona, Jisme teri kami hogi………..
Zindagi ko ek rangeen kalpana sajho, Subah ko sach or raat ko sapna samjho. Agar bhulna chahte ho sabhi gamo ko, To zindagi me kisi ko apna samjho.
Wo kahte hain kesari raat aap hume sone nahi dete,hum kehte hai keapka Noor hi aisa hai ke aap hamari raat hone nahi dete.
Jinko aayi na nibhani mohabbat woh kya kisi ko aabad karenge... Uth kar royenge raato ko tab,Jab pyar mera woh yaad karenge…
aye mere prem patra jakar sanam ko chum lena. jubaan se padhe to labo ko chum lena. najaro se padhe to palko ko chum lena. aise to faad sakti nahi.. agar faad bhi de to kadamo ko chum lena.
Dard hi sahi mere ishq ka inaam to aaya Khali hi sahi hathon mein jam to aaya Mein hoon bewafa sabko betaya usneYun hi sahi, uske labon pe mera naam to aaya.
Kabhi Hum pe WO jaan diya karte the,Jo Hum kehte the wo maan liya karte the,Aaj pass se anjaan ban kar guzar gaye,Jo durse HUME pehchan liya karte the..
Jindagi is tarah basar hoti, Har khusi hamsafar hoti, Wo mere safar ki manzil hai, kaash unko ye khabar hoti.
Raat ki karwato ko badgumani hai, Jo bhi chahe karle manmani hai, Sawarta hai ishq raat ki julfon me, Pyar se liptne ki chahat hi jindagani hai.
Utter Kay Dekh Mere Pyar Ki Gehraiyon Mein Soch Mere Barey Mei Zara Raat Ki Tanhaiyon Mein Agar Ho Jaye Meri Chahat Ka Yaqeen To Paoge Mujhe Apni Parchayion Mein..
Aapki yado ka Mahal banaya humne, Arzu ka diya isme jalaya humne, Ae Mere.Dost Tujhe Meri Ksam Koi Wo lamha bata Jisme tujhe bhulaya humne