Tumhe khwaab kahoon

Tumhe khwaab kahoon
Tumhe khwaab kahoon to bikhar jaaoge tumhe dil kahoon to toot jaaoge lo tumhara naam zindagi rakh diya, kam se kam maut ke pahele chhodkar to nahi jaaoge
  

Jan, 31 2012     153 chars (1 sms)     1039 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Naam Gum Gaya Mera Ab Sahenge Na Gum Koi In Hatho Ki Lakiro Ki Kasam Aab Ye Lakire Hi Mita Denge
Gamo me hasne walo ko rulaya nahi jata, lahro se pani ko htaya nahi jata, Banne wale ban jate hai apne, kisiko keh kar apna banaya nahi jata..
Zikar Jab bhi Aap Apno ka kia karo Naam Humara bhi unme Liya karo Tarif Nahi to Burai Hi Sahi Pa rApne Alfazo me Jagah Hume b Diya karo
Matt dekho koi sakhsh gunahgar kitna hai, yeh dekho aapke sath wfadar kitna hai. Ye matt socho use kuchh logo se nafrat hai, ye dekho use aapse pyar kitna hai
Kya gham he kya khushi malum nahi,wo apna hai ki ajnabi malum nahi,jiske bina ek pal nahi guzarta,kaise guzregi zindagi malum nahi
Khuda Ke pass ek wada kar aaye, Jaldi marne ka faisla kar aaye, Meri Pheli aur Akhir Mohabbat aap hi ho "Jaan"Janat Mein saath rehna ka wada kar aaye.
Sukun apne Dilka maine kho diakhudko tanhai k smandr me dubo dia Jo thi mere kabhi muskrane ki wajah Aj usiki kami ne meri plko ko Bhigo diya
Tu meri chahat hain, tu meri tamana hain, tu meri aarzoo hain, tu hi meri dua hain, tu hi mera dil ka sukoon hain, tujhe pane ki aas hain, tu hamesha mere dil ke paas hain, ab toh har pal yeh ehsaas hain, Ki tu mere liye kuch khaas hain.
Manjur Nahi Thi Tumse Judai,Rula Dia Muje Dard K Ansuo Me,Chup Rahi Wo Masoom Si Dulhan,Jo Pyar Bankar Chali Thi Tere Angan Me.
Dard me koi mausam pyara nahin hota, dil ho pyasa to pani se gujara nahin hota, dekhe zara koi bebsi hamari,hum unke ho gaye jo hamara nahin hota
Apna v drd muje mere razdaar de kuch apni zindagi pe muje ikhtiyar de asa na ho ki kl tu mera sath chhod de jitna niba ske muje utna hi pyar de
Dil Par Kisi Ka Zor Nahi Hota.Dil Ki Aawazo Se Shor Nahi Hota.Iske Khone Ka Gham Kare B To Kaise.Kyuki Dil Churanewala B Chor Nahi Hota.