Maang kabhi ulfat main jaan b hum se Hum teri kisi baat ko taala nahi karte Tasdeeq jo karni ho to aa jao kisi sham Hum tere bina ghar main ujaala bhi nahi karte
Aap na Aye apki yad akar wafa kar gai,apse milne ki tamanna Sukun tabah kar gai,ahat hui socha asar Dua kar gai,Darwaza khola dekha mazak humse Hawa karGAYI.
Yaadon ki dhund me aapki parchai si lagti hai, kaanon me gunjti shahnai si lagti hai, aap karib ho to apnapan hai, warna seene me saanse bhi parai si lagti hai
Na mehfil me Na viraane me Rakhi hai apki tasvir Dil k teh-khane me Dil ki gehrayiose Sazda dil bar-barkrta hai Tum kya jaanoye dil Tume kitna pyar krta hai