Nigaho par nigaho K pahere hote he,In nigaho K ghav bhi gahere hote he,Na jane kyu koste he log badsurto ko,Barbad karne Vale Chahere to hasin hote he.
Jaan se bhi zyada unhe pyaar kiya karte theYaad unhe din-raat kiya karte theAb un raahon se guzra nahi jaata Jahan baith kar unka intzaar kiya karte the
Khuda agar akhiri khawais meri puche to teri hasi manglu agar meri akhri dua puche to tere liye khusi manglu dubara janam de to pehle main tera pyar maanglu..
Kisi ke dhadakte dil ke peeche jaroor koi baat hoti hai, Kisi ke udas dil ke peeche kisiki yaad hoti hai, Aap ko pata ho-na-ho, Aap ki khushi ke peeche meri fariyaad hoti hai…..
Khuda ne mujse kaha bande dosti na kar dosti mein tu deewana ho jayega. Maine kaha ae khuda kabhi zamin pe aake MERE YAAR se mil, TU khud hi uska diwana ho jayega