Roti Huyi Aankho

Roti Huyi Aankho
Roti Huyi Aankho Se Unko Muskan Kaise Dun Anjan Hun Khud Se Unhe Pechan Kaise Dun, Wohi to hai Jaan Meri Tu hi bata UNHE apni Jaan kaise dun
  

Jan, 30 2012     140 chars (1 sms)     1041 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kabhi to ki hogi suraj ne chand se moha at tabhi to chand me daag he,mumkin he chand se hui hongi bewafai ,tabhi to suraj me aag he....
Gam nahi waha jaha ho fasanaaapka, Khushiya dhundti rahe aashiyana aapka, Wo waqt hi na aaye jab aap udas ho, Ye duniya bhula na sake "MUSKURANA" aapka...
Hua Jo Gam Apko Dard Kisi Aur Ko Hoga Haso Jo Aap To Khush Koi Aur Hoga Socho To Zara Us Insan K Bare Me Wo Akhir Mere Siwa Aur Kaun hoga.
Her khamoshi ka mutlab inkar nahi hoota.. Her nakami ka mutlab haar nahi hota.. To kia hua jo hum app ko pa na sakay.. Sirf panay ka mutlab to pyaar nahi hota...........
Bade Arman se banwaya hai, ise roshni se sajaya hai, bahut dur se mangwaya hai, zara khidki khol k dekho aapko good night kahne chand bhijwaya hai!
MAIN JEENA CHAHTA HON,TERI HAR SAANS MEN TERE AHSAS MEN,MAHEKTI RAAT MEN TERE JAZBAT MEN,KHANAKTE SAAZ MEN TERI AAWAZ MEN,SULAGTE RAAZ MEN TERE ANDAZ MEN,TERE AGAZ MEN TERE ANJAM MEN,CHALAGTE JAAM MEN TERI HAR SHAM MEN,MAIN JEENA CHAHTA HON
Ab Ansu Ko Ankho Me Sajana Hoga,Chirag Buz Gye He Khud Ko Jalana Hoga,Wada Tod K Muskurate He Ap,Dekhna Ek Din Apko Pachtana Hoga
Aaja ye Kisi Din Tu Aisa Bhi Nahin Lagata Lekin Woh Tera Vaada Jhoota Bhi Nahin Lagata
Khuda bhi na jaane kaise kaise rishte banaa deta hai, Jin ko hum kabhi jaante bhi nahi the…Unko jaan se bhi pyaara bana deta hai…
Khamosh Sannate B Kuch Keh Jate He, Hum Pyar Krte Nhi Hr Kisi Se, Jis Se B Krte He Dil Me Utar Jate He,
mujhe mai khusbu basi usi ki hai jaise ye zindagi usi ki hai wo kahin aas pass hai mojud hoo-ba-hoo yeh hansi usi ki hai
Zindagi Kya Koi Nisaar Kare, Kis Se Duniya Me Pyaar Kare, Apna Saya Bhi Apna Dushman Hai, Kaho Ab Hum Kis Pe Aitbaar Kare...