Mere Sapne Mere

Mere Sapne Mere
Mere Sapne Mere Tak Hai.Mere Bad Inhe Yad Karega Kaun.Meri Chahat Ban Gayi Hai Afsana.Meri Mohabbat Ko Yad Karega Kaun.
  

Jan, 30 2012     119 chars (1 sms)     7010 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dosti ki ek andekhi surat ho aap, Kisi ki Jindagi ki jarurat ho aap, Khubsurat to ful bhi bahut hai, lekin kisi ke liye, ful se bhi khubsurat ho aap...
Hanskar Wo Gum ki Saza dete he Zeher mein Thoda Pyar Mila dete heJab bhi Naam Aata hai Unke Diwano ka Log Meri Taraf Ungliyan Utha dete he
Har Subah Teri Dunia Me Rosni Kar De Rab Tere Gam Ko Teri Khusi Kar de Jab Kabi Dubne Lage Teri Sanse Khuda Tuj Me Samil Meri Zindgi Kar De.
Pholon Se Pocho Isme Singhar Kitna Hai Mere Dil Se Pocho Isme Pyr Kitna Hai Saye Ki Trha Tumhara Pyr Sth Mere Rhta Hai Tumhare Sth Guzra Hua Hr Lmha Yad Rhta Ha
Dil ki awaaz ko izhaar kehte hai, jhuki nigah ko ikarar kehte hai sirf paane ka naam ishq nahi. kuch khone ko bhi pyaar kehte hai.
Gujarish Humari Wo Maan Na Sake, Mazburi Hmri Wo Jaan Na Sk, Kehte Hai Marne K Baad Bhi Yaad Rakhege, Jeete Ji Jo Hume Pehchan Na Sake.
Main hi thaam saku hath unka, mujpe itni ibaadat si karde, woh reh na pae ek pal bhì mere bina, ae KHUDA unko meri aadat si karde
Koi wada nahi fir b pyar he,Judai k bawajud b tujpe adhikar hai Tere chehre ki udasi de rahi he gawahi Mujse milne ko tu b bekarar hai
Mere aansuon ko mat roko, Ye to saza hai mere pyaar karne ki, Log inhe paani kahe ya diwangi, Par ye to nishani hai humari akhri mulaqat ki.
choti si dosti anjani mulakaate palbhar main khatam hote din khayalon me doobi lambi ratein yahin se shuru hota he pyar kuch asia hi na yaar..
Muskurana hi Khushi nahi hoti,umar bit jana hi jindagi nahi hoti,khud ko mitana padta hai mohabbat me,, sirf I..LOVE..YOU kehne se hi mohabbat nahi hoti.
Sub Kuch he Mere Pas Per Dil Ki Dawa nahi Door Wo Mujse H Par Me Khafa Nahi Malum H Ab B Chahti H Mujhe Wo thodi Ziddi He Magar bewfa Nahi.