humare zakhmo ki

humare zakhmo ki
humare zakhmo ki wajah bhi wo hai humare zakhmo ki dava bhi wo hai wo namak zakhm pe lagaye to kya hua mohabbat karne ki wajah bhi to wo Hai........
  

Jan, 30 2012     148 chars (1 sms)     1017 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Unki dosti me ye naubat Aa gai,Thandi hawa bhi hume jala gai,Hawa kehti he tum yaha taraste hi reh gaye,Mein tumhare dost ko chhoo kar bhi Aa gai!
Ye Dil Pyar k qabil na raha, Koi bhi izhar k qabil na reha, is Dil me bas gayi Dosti aapki..... ab tu chand bhi deedar k kabil na raha!
Mera Tujhse Kaisa Rishta Hai, Main Aksar Soachta Rehta Hoon, Aakhir Tum Meri Kaya Lagti Ho, Main Aksar Soachta Rehta Hoon …
Ajnabi Duniya Me Akela Khwab Hu Sawalo Se Khafa Jawab Hu Jo Na Samajh Sake Unke Lie Koun Jo Samajhe Unke Le Kitaab Hu..
Naam naa lo us mohabbat ka mohabbat to hum bhi kar chuke hain log kehte hain mohabbat zindagi hai par hum to kab k mar chuke hain.....
Itna Na Tadpao Ke Sochte Reh Jaaye Itna Bhi Na Satao K Rote Reh jaye Zindgi Se Badh k Chaha Hai Tumko U DiL Na dukhao K SanSe Ruk Jaaye..
Hath chhute to rshte nhi chhuta krte,Waqt k dhliz se lamhe nhi tuta krte, Milte hai kuch log aise zndagi me, jin se kabhi naate nahi tuta krte.
Ae dil na dhadak itni zor se..Kahin awaaz unhe sun na jaye..Vo dhadkno ki zuban samajhane lage hai..Kahin dil ke raaz khul na jaye
Muhabbat ki aas hi rahne Do,Zindge meri udash hi rahne Do,Sare samandar tujhe mubark Ho,Mere hotho par aab pyas hi rahne do-
Bin Tere Sajna Guzara Nhi Hoga Koi Itna Dunya Me Pyara Nhi Hoga Dilo K Saudagr To Milne K Lye Betab HaiMgr Ye Ankho Ka Sauda Dubara Nhi Hoga.
Anko Me Saji Hai Tasvir Mitau Kese Usko Bhulau Kese Khuli Anko Se Dekhu Uske Sapne Apni Anko Me Kisi Or Ko Sajau Kese..
Hamari Khamoshi Hamari Fitrat Hai, Aapki dosti Hamari Chahat Hai, Yeh Zindagi Jo Itni Khubhasurat Hai, Uski Wajah To Bas Aapki mahobbat Hai.