Ab Khwabo Main

Ab Khwabo Main
Ab Khwabo Main Rishte Banata Hun,Tere Daman Ko Or Kareeb Pata Hun,Raahein Ulfat Muskil Hai Magar, Teri Yadon Se Apni Saanse Chalata Hun!
  

Jan, 30 2012     136 chars (1 sms)     877 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Wafa ki raah pe chalte rahe tere dhoke mein jal ke Marte rahe Intezaar phir bhi khatam na hua Aakhri saans tak teri kushi ki dua karte rahe
Badal ki tarah awara he hum Aap bhula nasakoge wo nazara he hm Jo Tut k fanah ho jayega apki 1 khwaish k liye Aasmaka wo andekha sitara he hm.
Intejar ka pal bitana Mushkil hai, Bite huye Lamhe wapis lana Mushkil hai, Jo EKbar Bas jay DIL Me Dhadkan Banke, Un Dosto ko DILSE Bhulna Mushkil hai.
Dil jo tutega to fariyaad karoge tum. Hum na rahe to hume yaad karoge tum. Aaj to kehte ho hamare pass waqt nahi, par ek din mere liya waqt barbad karoge tum…
Chiraagon Ki Roshni Jab Zara Hili Laga Tumhari Ek Aahat Si Mili Jaake Dekha Jb Dar Pe 2 Phir Wahi Kafir Hawa Mili.
Tanhaiyon Me Jeena Acha Nhi Lagta Bichar Kar Tum Se Rehna Acha Nhi Lagta Ye DiL Sirf Tum Ko Yad Karta Hai Har Bar Ye Bat Kahna Acha Nhi Lagta
Mohabbat khud banati hai Mohabbat khud bhi banti hai Mohabbat khud bhi andhi hai Mohabbat andha karti hai
Ab Khawabo Me Rishtey Banata Hu,Tere Daman Ko Or Karib Pata Hu,Raahein Ulfat Muskil Hai Magar,Teri Yaadon Se Apni Sanse Chalata Hu.
DHAG SUB ANSON SE DHOYE HAIN JAB BHI TANHA HUYE HAIN ROYE HAIN DIL MAIN KUONKAR NA UGE YAAD TERI DIL MAIN TERE HI KHAWAB BOYE HAIN
Dilki Dhadkan Se Judaai Kyu Hai,Gam Ki Kaali Ghata Chhayi Q Hai,Gum Ki Ye Aag Jab Bujhani Nahi Thi,To Fir Aapne Ye Aag Lagayi Q Hai.
Tere bina hm jina bhul jate hai Zakhmo ko seena bhul jatehe, Tu zndgime sb se azeez he, Tujse hr baar a kehna bhul jate he.
Nibhaenge pyar marte dam tak,sath denge tumhara har janam tak,agar ye pyar tut jaye kahi,to wada raha nahi karenge pyar kisi aur se agle saat janam tak