Kabhi to sab Jane

Kabhi to sab Jane
Kabhi to sab Jane pahchane Lagte He,Kabhi to apne bhi begane Lagte HeWo chhod Gaye to Ehsaas Hua,Kabhi kisiko samjhne me zamane Lagte He.
  

Jan, 28 2012     137 chars (1 sms)     884 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Jiss ko kehte hai mohabbat hai khuda ki nehmat, Sab ki kismat me ye daulat ho zaruri to nahi, Chand chunn-ne ki tamanna to hum ko bhi hai, Magar door kaa chand haqiqat ho zaruri to nahi
Zindagi me kuch sapne saja lena waqt me kuch aarman Jaga lena hum aap ki rahon se har dard ko chura lenge jab chaho aap hume aazma lena
Pyar kro pyar ki koi hadd nhi hoti, do dilon k beech sarhad nhi hoti, dilbar ko to sbhi chahte hai, bewfa ko chahne ki kismat sbki nhi hoti.
dekhi jo nabz meri to kuch soch kar kalam uthai aur ishq ka bemar bana diya may kurban kyon na jao is tabib par jis nay nuskhe may sarbate dedar likh diya
Fursat nhi rone Rulane k waste Q yaad aate ho hume tadpane k waste Jab humse daman chhudana hi tha To Q nazar aate ho Dil jalane k waste
Taare aasman me chamakte hai ,baadal dur hai phir bhi baraste hai,hum bhi kitne naadan hai,aap dil me rehte hai or hum milne ko taraste hai
Woh hamse ruswa hain ki hum gairon ko dekh kar muskurate hain par woh kya jaane hamein har chehre mein woh nazar aate hai..
Khamosh se tum rehne lage ho, Intezaar kisika karne lage ho, Yakinan kisise hui hai mohabbat, Bina baat ke hi muskurane lage ho?..
Tumhari lovely aankho ne, Hame aise attract kiya, Ke sabko neglect karke, Tumhe hi select kiya.
Apne Aagaaz Se Aaaj tak ZindagiTeri Hi Yaad Main Gum RahiPhir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas HaiJaise Chaahat Meri Kam RaHI.
UNKI ek muskurahat ne hamare hosh udaa diye,UNKI EK muskurahat ne hamare hosh udaa diye,hum hosh me aane hi wale the ki woh fir se muskura diye!
Banane ko to jahan bhi bana leta hu,Ek uski justju hai jo khud ko bhula deta hu,Wo aayenge nahi ye yakin ho chala hai,Ek aur mukaddar is diye sa jala hai,Phir bhi unke laut aane ka imkan baaki hai,Dil me ummid aur thodi si jaan baaki hai.