Yad rukti nhi

Yad rukti nhi
Yad rukti nhi rok pane se,Dil rukta nhi ksi k smjhane se,Ruk jati hi Dhdkn Aapko bhul jane se,Hum Apko Yad karte hai jeene ke Bahane se.
  

Jan, 28 2012     136 chars (1 sms)     952 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

wo jaaye to sahi, hum aane kaa wada karte hai wo roothe to sahi, hum manaane ka Wada karte hai dil todna hai mera to beshaq tod de wo is dil k bina bhi hum unko chahane ka wada karte hai
Zindagi mei kisi ka saath kaafi Hai Haatho mei kisi ka haath kafi hai Dur ho ya paas fark nahi padta Pyar ka to bas ehsaas hi kaafi Hai
Ishq Karna Asaan Nahin Hota Duriyan Barhne Se Pyar Kam Nahi Hota Waqt Bewaqt Ho Jati Hain Aankhein Nam Kion Ki Yaadon Ka Koyi Mosam Nahin Hota
A Bahar-E-Ishq Me Doob K Dekh Kabhi Jaam-E-Mohabbat Pi K Dekh Kabhi Har Taraf Tera Hi Aks Nazar Ayega Meri Aankhon Me Pyar Se Dekh Kabhi.
ROSHNI kab kam hui pata na chala, KHUSHI kab gum hui pata na chala. Tumhari YAAD me khoye kuch is tarah, AANKH kab nam hui pata na chala.
Mumkin Hai Safar Ho Aasan Kuch Pal Sath Chal Kar Dekho Kuch Tum Badal Kar Dekho Kuch Hum Badal Kar Dekhe
Har pyaar me izhaar nahi hota,Ye dil yuhi bekaraar nahi hota,Wo khush rahe.. Hum ji lenge,Par unke bin dhadkan ka ehsaas nahi hota.
Mohabat me hum nakam kya hue Har harkat hmari diwangi lagne lagi Lafz jo nikle haal dil ka baya kare Zamane ko har wo baat shayri lagne l
Ae zindagi yu mujhse daga na kar,Main zinda rahu yeh dua na kar.... Koi chhuta hai tujhe to hoti zalan ,Ae hawa tu bhi usse chhuaa na kar....
Teri nafarat mein wo dam nahi jo meri chaht ko mita de, Yeh mohabat hai koi khel nahi jo koi haske bhoola de!
Avaz sun lete agar is dil k rone ki, Jarurat na pdti. hame u palke bhigone ki, Vo the hi kaha hmare jo gair hue, Hote hum unke to koshish na karte vo dur hone ki
Aaj Mein Nein Khud Se Ye Wada Kiya Hai,Maafi Mangoon Gha Uss Sey Jisko Ruswa Kiya Hai,Har Mord Par Hee Hon Gha Mein Uss K Sath Sath,Maloom Hai K Mein Nein Usko Kitna Juda Kiya Hai