Teri Baaho Me

Teri Baaho Me
Teri Baaho Me Meri Zindgi Guzar Jaye Ankho Me Saanso Me Tu Smaa JayeHo Na Tu Kabhi Juda Ek PaL K Liye Rahe itne Karib K Hosh Hi Na Aaye.
  

Jan, 28 2012     136 chars (1 sms)     1006 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Pyar Ki Kali Sab Ke Liye Khilti Nahi,Chah Kar Bhi Har Ek Cheez Milti Nahi,Sacha Pyar Kismat Se Milta Hai,Par Har Ek Ko Aisi Kismat Milti Nahi.
Jawani agar diwani na hoti to jahan mein mohabbat nahi hoti. Ya tim timate sitarein na hote to raat itni suhani na hoti.
Kaise Kahe Ki Apna Bana Lo Mujhe,Bahon Me Apni Sama Lo Mujhe, Bin Tumhare Ek Pal Bhi Kat ta Nahi, Tum Aa Kar Mujhi Se Chura Lo Mujhe
Teri Awaaz se pyar hai hame itna izhaar hum kar nahi sakte. hamare liye tu uss khuda ki tarah hai jiska didaar hum kar nahi sakte..
Tumhe dil main basaye rakhta hoon Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon Tumhe meri nazar na lag jaye Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon
HUMARE MUSKURANE KI WAJAH AAP HO HUMARI ZINDAGI KA MATLAB AAP HO HUME MILEGI JAB B KHUSHI HUM SOCHENGA KHUDA SE DUA KARNE WALE AAP HO
Bin Tere Sajna Guzara Nhi Hoga Koi Itna Dunya Me Pyara Nhi Hoga Dilo K Saudagr To Milne K Lye Betab HaiMgr Ye Ankho Ka Sauda Dubara Nhi Hoga.
Fiza mein mehekti ek shaam ho tum, Pyar mein chalakta jam ho tum. Seene main chupaye phirte hai hum yaad tumahari, Meri zindagi ka dusra naam ho tum.
Roz banti He 1 nayi gam ki kahani Roz zakhmo se apni mulakat Hoti He Ant Hota He Jis fasane ka Dard bhara kisi Hasi se uski shuruwat Hoti,
Khwab ban k koi ayega tu nind ayegi Ab wohi aa k sulayega to nind ayegi Dil ki wo bat jo aankhon se bayan hoti ha iKoi honto se sunayega to nind ayegi
Meri Zindgi H Roshan Andhero Si Meri Zindgi Me Soch Smajh Kar Aaiyga Banzar Zmino Par Phul Nhi Khilte Paudha Mahobbt Ka Soch Kr Lagaiyega
Kis qadar wo gamo ki inteha kar gye Har khushhi mujhse wo juda kar gye Mujhe to pal pal maut ki arzoo thi Phir Q wo mere Gne ki dua kar gaye