Kisina kisipe kisiko

Kisina kisipe kisiko
Kisina kisipe kisiko aitbar ho jata he, ajnabi koi shaks yar ho jata he, khubiyo se nhi hoti mohabat sada,kamiyo se bi aksar pyar ho jata he.
  

Jan, 28 2012     141 chars (1 sms)     986 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Mohobbat ka imtihan aasan nai, pyar sirf pane ka naam nai. Muddatein beet jati he kisi k intezaar may, ye sirf pal-do-pal ka kaam nai.
Na jee bhar ke dekhaa na kuch baat ki, badi aarzoo thi mulaqaat ki, Kaye saal se kuch Khabar hi nahin, kahaan din guzaaraa kahaan raat di
Apna wo nahin jo paas aa gaya,paraya wo nahin jo door chala gaya,aane jane se nahin bante apne-paraye, apna to wo hai jo DIL me sama gaya..
Raat guzri phir mehekti subah aai, Aankhen khuli phir aapki yaad aai, Humne mehsoos kiya us hawa ko, Jo aapko choo kar hamare paas aai…
Dard Bola To Sunaayi Dega Tera Her Ashq Dikhayi Dega Ishq Tujhse Hai Kambakht Mujhe Ab To Brson Ki Judayi Dega Waqt Rukta Nahi Rahon Ke Bich
Likhte hai unhe jo yaad aate hai. Unhe kya likhe jo sada dil mein rehte hai
dur hai aapse to kuch gum nahidur rahkar bhi bhoolne wale hum nahi kabhi mulakat na ho paye to kya huaaapki yaad mulakat se kam nahi
Dukh Dard K Maro Se Mera Zikr N Karna Ghar Jao To Yaro Se Mera Zikr N Karna Shayad Andhere Hi Muje Raah Dikhaye Ab Chand Sitaro Se Mera Zikr N karna
Takdir ne chaha Takdir ne bataya Takdir ne tumko humse milaya kushnasib the hum jab tumsa anmol shaks humari zindagi mein aya
Aye khuda ankho ko kuch aisi khudai de jidhar dekhu udhar vo dikhai de. kash aisa taalmel ho hawa me unko pukaru aur unhi ko sunai de...
Aankho K Sagar Me Ye Jalan Kaisi Hai Aaj Dilko Tadapne Ki Lagan Kaisi Hai Barf Ki Tarha Pighal Jayegi Zindagi Ye Teri Dur Rehne Ki Kasam Kaisi Hai.
Dhoondhta Phirta Hoon Main Logon Main Shabahat Uski Ke Woh Khwabon Main Bhi Lagti Hai Khyalon Jaisi