Tere bagair kaise

Tere bagair kaise
Tere bagair kaise bitegi ye zindagi,zinda magar rehna hoga hume,hai kaisi ye bebasi,kya jane ab kabhi milenge bhi ya nahi,tere milne ki ye aarzoo magar ,chutengi na kabhi..
  

Jan, 28 2012     172 chars (2 sms)     8868 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Kaise kahe unse ki pyar hai kitna,is nacheez ko unpar aitbar hai kitna,kuch nahi kehte kamosh hi rehte hai,par yeh dil hi janta hai dard hai kitna.
Kaise bechain hota hai mann, kaise kat ti hai apne din raat, Zara humko bhi to bataaon, Kaise hoti hai dil ki baat.
Yaadon ki barsaat liye Duaaon ki soghat liye Dil ki gehrayee se Chand ki roshnai se Pholon k kaghaz per Aap k liye sirf 3 lafz"I LOVE YOU"
Tootkar chaaha jisey woh lautkar aaya NAHI uske siwa koi bhaaya nahi Pyar ke saude mein hum barabbar rahe Usne kuchh khoya nahi,maine kuchh paaya nahi
Kamoshio ko tod do ijhar karlo zuba se apne pyar ka ikrar karlo me tera ho tera rahonga yeh wada hai mera waqt gujar na jai thoda sa pyar kar lo
Khamoshion ki b dhimi si awaz hai,tanhaiyo me b ek gehra raaz hai,milte nahi hai sabko sacche log yahan,aap jo mile ho to hame khud par naaz hai..
Ye ArmanTo Kanch K Tukde He Jo DiL Ki Zameen Par Bikhre He Inko Mat Chhedo Ki Zakhm Abhi Gehare He In Par Aaj Bhi Kisi Ki Yaado K Pehre Hai!
Aj b 1 sawal hai is DIL me Pyar ka gam beshumar hai is DIL me Kuch keh nahi pata ye DIL magar Kisi k liye bahut pyar hai is DIL me,
Vishwas bhari woh muskan tumhari, dil ko choo leti har baat tumhari. aankhon se ojhal ho jao marzi tumhari, par kaise bhoole har yaad tumhari.
Hajaro ke sath rehte he hm Khusi me aur gm me yuni Khilte h hm, jese khilta h gulab,Tamana yahi h k hme b kabi yad karlena aap,kya pata kb murjha jaye ye hm.
KHUSHBOO ne phool ko ek EHSAS BANAYA .Phool ne BAAG ko kuch khaas BANAYA chahat ne mohabbat ko EK PYAS banaya aur is mohabbat ne EK aur "DEVDAS" ;banaya
Kisi roz koi khwab jaror aayega,zindagi me kya khoya ye dikhlayega,tum na samajhna khwab use,kyu ki a yaar ush khwab me tu mujhe tere bin Tanha payega.