Dil se Dil ke

Dil se Dil ke
Dil se Dil ke beech koshish se pool banaya na jaye Pyar ko jod-tod ki koshishon se ubhara na karo,Shabnami hawa hai, Diwanon ki basti hai,yeh Pyar hota hai khamosh, yeh shor dobara na karo.
  

Jan, 28 2012     189 chars (2 sms)     991 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dil Ki Dhadkan Dhadka Gaya Koi,Mere Khwabon Ko Mehka Gaya Koi,Hum Anjane Raho Par Chal Rahe The,Achanak Hi Raasta Bata Gaya KOI
Tamanna ye nahi ki,,,Kisi ka 7 janmo tak sath rahe,,,Tamanna ye hai ki is janam me itna pyar mile,,, Ke agle 100 janam tak PYAAS hi na rahe.
Zindagi ek phool hai aur mohabbat us ka shehed Pyar Ek Dariya Hai, Aur Mehboob uski sarhad.
Hasti Ko Mohabat Mai Fana Kon KregaYe Zamane Main Ada Kon KregaHathon Ki Lakeroon Ko Zara Dekh NajoomiYh Dekh Mere Sath Wafa Kon Karega ?
Kuch pal itne haseen hote h k,yaad krke aankho se aansoo baras jate h,kuch logon ko baat krne ki fursat nahi kuch awaz sunne ko tars jate h.
dhoop ho ya ho sehra tere sath chalunga yakeen na ho to aazama lo mujhko tere dukh ko sehlenge hanskar agar apne jism ki chadar bana lo mujhko
Tu Jahan Rahe Meri Dua Ki Chaa'on Ho,Woh Shehar Ho Ya Gaa'on Ho,Tujhe Jo Lage Aisi Koyi Nazar Na Ho,Kisi Bhi Dukh Ko Kabhi Teri Khabar Na Ho..
ZINDAGI KI RAHO ME TUMHE JO GUM MILENGE, MERE HAUSALO SE KAM MILENEGE, KHUD KO KABHI TANHA PAO KABHI, YAAD KAR LENE HAME, SAAMNE HUM MILENGE.
Hum tere dil me rahenge ek yaad bankar, tere lab par khilenege muskaan bankar, kabhi hume apne se juda na samajahna, Hum tere saath chalenge, aasmaan bankar.
Zindagi ki raho me aage jaoge To piche ek saya tum har dum paoge Mudd kar dekhogi to tanhai hogi Mehsus karoge to hamein paoge..
HUM CHUP HEIN K KOI KHAFA NA HO JAE,BHULAY SE HUM SE KOI KHATA NA HO JAE,BARY MUSHKIL SE KOI APNA BANA HAI,DAR LAGTA HAI KAHIN WO HUM SE JUDA NA HO JAE ....
Aisa lagta hai zindagi tum ho Ajnabi kaise ajnabi tum ho Main zamin ka ghana andhera hoon Asmano ki chandni tum ho