"Waqt" kehta hai

"Waqt" kehta hai
"Waqt" kehta hai fir na aaunga teri "ankhon" ko na rulaunga, jeena hai to iss pal ko jee ley, shayad yeh hasin pal kal tak rok na paaunga.
  

Jan, 27 2012     138 chars (1 sms)     1769 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Has Ke Milate The Kabhi..Ab Mil Ke Hasate He..Vo Bhi Kya Maherbaani Thi..Ye Bhi Kya Maherbaani He.
Kuchh na kisi se bolenge,Bas tanhai mein CHHUP-CHHUP RO lenge,Aab neend to aankho mein aati nhi,chalo jab MAUT ayegi tab jee bhar k soLenge.
Aaj hum unhe bewafa batakar ay hai,unke khato ko pani me bahakar aaye hai,koi nikal kar padh na le unhe,isliye pani me bhi aag lagake aye Hai
Aaj kuch kami hai tere bagair, na rang hai na roshni hai tere bagair, waqt apni raftar se chal raha hai bus dhadkan thami hai tere bagair.
Khwaab Dekha Bhi Nahi Aur Tut Gaye Woh Humse Mile Bhi Nahi Aur Ruth Gaye Hum Jaagte Rahe Duniya Soti Rahi Ek Baarish Hi Thi Jo Saath Roti Rahi.
Khushiyan mere Naseeb me kaha..Gam mein main dooba yahaa!Khush nasib hai woh jise gham chupana ata nahin..Bad nasib hai woh jise gham baatna ata nahi!
Sukhi Mitti mein dafan hai kuch yaadein,Wo juthi kasme, wo juthe waade,Ab jaa ke hua unhe mere pyar par aitbaar,Jab humne chood di apni saansein.
KAASH Yeh Zindagi Hasin Hoti, Chahne Se Har Dua Kabul Hoti, Kahne Ko To Wo BEWAFA Apni Thi, KAASH Uss Ko Mere Dard Se Kabhi Taklif Hoti..
Zindagi ne Itne Gum Diye, Ki Kushi se Gabhrane Lage Hum !! Lekar Botal Haaton Main Zindagi ko upni Mitane Lage Hum !!
Woh Kya Karenge Kadar Sharike Hayat Ki.Jinki Nazar Me Pyar Ki Kimat Zahej Hai…
Dard Jitna Hai Meri Nigaho Me,Paoge Na Utna Kisi Ki Raho Me,Bitani Chahte The Zindagi Jiski Baho Me,Maut B Na Mil Payi Unki Panaho Me.
Husn wale KHOOB wafao kasila dete hai,Har ekmod parek zakhamnaya dete hai,Is jahanme koi bhi apna nahi hai;Jab ped jalta haito patte bhi hawa dete hai