Sheeshey ka Dil

Sheeshey ka Dil
Sheeshey ka Dil samajh kar, Pathron ne jise Chhod diya, kaanton se to bach gaya, magar Phoolon ne usey tod diya
  

Jan, 27 2012     111 chars (1 sms)     846 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Meri Zindagi Ka Anzam Dekh Kar Kismat Bhii Aaj Royi.. Main Ho Gaya Har Kisi Ka Mera Na Ho Saka Koi.
kaanch chubhe to jakhm reh jata hai dil tute armaan reh jata hai laga to deta hai waqt marham dil par fir bhi umr bhar 1 nishaan reh jata hai
Tumko Hame Yaad karne ki Fursat Nahi, Humko Tumhe Bhulane k Aadat Nahi,Tujhe Bhulake Jiye Bhi Kaise,e,dost tere Bina Jeene ki Aadat jo nahi.
kismat tut gayi,dil ke taar bhi tut gaye;aap bhi ruth gaye,sapne bhi tut gaye;khazaane me the sirf do aansun,jab yaad aayi teri to wo bhi lut gaye.
Unko pyar karne ka hisaab na aaya..Meri kisi bhi baat ka jawaab na aaya..Hum to jaagte rahe unke hi khayalo mein..Aur unko so kar bhi hamara khwaab na aaya
kuch baate jo dil ko chu jaye,kuch yaade jo dil me rehe jaye,kuch log jo hamesa yaad aye,kuch log jo hamesa yaado me sataye,ye sms unke naam…
Kaha koi aisa mila jispar duniya luta dete,Har ek ne dhoka diya kis kis ko bhula dete,Apne dilka zakhm dilme hi dabaye rakha,Karte bayan to mehfil ko rula dete.
hamdardiya fuzul hai dil tutne ke bad. Khairat dijiye na hume lutne ke bad.karde maf ma meri janat ka hai sawal,janat na mil sakegi tere ruthne ke bad
Kash samajte wo is dil ki tadap ko, to yu na hume rusva kiya hota, aapki ye berukhi bi manzoor ti hume, bas.. 1baar hume samaj to liya hota.
Woh jo apna tha wahi aur kisi ka kyun hai Yahi duniya hai to phir aisi yeh duniya kyun hai Yahi hota hai to aakhir yeh hi hota kyun hai…
Ye Shishe Ye Sapne Ye Rishte Ye Dhage Kise Kya Khabar Kab Kaha Toot Jaye Mohobbat Ke Dariya Me Tinke Wafa Ke Najane Ye Kis Mod Par Doob Jaye!
Bhula kr hme wo Khush rh payege Sath Me nhi to mere Jane k baad muskurayege Dua He Khuda Se ki Unhe kbhi Gum n dena Hum to seh Gye prWo tut jayege