Ulfat Mein Kabhi

Ulfat Mein Kabhi
Ulfat Mein Kabhi Yeh Haal Hota Hai Hasti Hai Ankhen Magar Dil Rota Hai Jise Mante Hai Hum Manzil Apni Humsafar Us ka Koi Aur Hota Hai…
  

Jan, 25 2012     134 chars (1 sms)     1267 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Socho k pani se juda hokar Ye Machhliyaan kyo tadap kar mar jati hai,Na malum tha unko k nazdikiya adat aur adat aksar Jindagi ban jati hai
Nikle jab aansu unki aankh se,Dil karta hai sari duniya jala dun,Phir sochta hun honge duniya mein uske bhi apne, kahin anjane mein mai use aur na rula dun.
Ye duniyawale bhi bade ajeeb hai,Kabhi hamse door to kabhi kareeb hai,Dard na bataye to hame kayar kehte hai,Aur dard bata de to hame Shayar kahte hai
La hasili ka ishq me charcha nahi kiya,duniya jo chahti thi tamasha nahi kiya,manzar se hat k kardiya asan judai ko,is faisle me use tanha nahi kiya
Sapnon ki tarah aakar chale gaye, apnon ko bhulakar chale gaye. Kis bhool ki sazaa di aapne humein, pehle hansaya phir rula ke chale gaye
Socha tha k hum tumhe toot ker chahenge! tumko chaha bhi bahut aur toote bhi bahut. socha tha k hum khushbu banker rahenghe! hum mehnke bhi bahut aur bhikhe bhi bahut
Koi Nazre Churaye to badi taqleef hoti Hain.. Koi Daaman Chhuddaye To Badi Taqleef Hoti hai.. Kisise Pyar Kar per Zaada bhi mat kar Aye Dost.. Kyoun ke Jab Dil tutt ta Hai to Badi Taqleef hoti hain..
Hum Laga baithe the dil pathar se,tut gaye yeh khuda ki rza hai.Ungliya dubi hai apne hi khun se,Yeh kanch ke tukre Uthane ki saza hai
Tera hu mai tera jo chahe ksam lele,raste me khoi hai mazile meri.tu samne hai mere fir kyu ye duri hai,ye bhi koi jina hai sirf aasu pina hai
Houtoun Pe Muskourahhat Ankhoun Me Ashq Lekar, Main Ek Pehelee Huu Har Kisee Ke Liye.
Wafaa Ke Naam Se Woh Anjaan The,Kisi Ki Bewafaai Se Shayad Pareshan The,Humne Wafaa Deni Chahi To Pata Chala,'Hum Khud Bewafaa Ke Naam Se Badnaam The.
Hansi ne labhon pe thirakna chodh diya, khwabon mei kisi ne aana chodh diya, nahi aati ab toh hichki bhi humko, lagta hai aapne yaad karna bhi chodh diya.