HAWAO NE LOOT

HAWAO NE LOOT
HAWAO NE LOOT LIYA SAANA LENA HUMARA,ROSHNI NE LOOT LIYA NAZAR HAMARA, SUKUN NEHI LOOT LIYA CHAIN HUMARA AB KISKO DOSH DE YARO JAB SAPNO NE HI CHOD DIYA SATH HUMARA
  

Jan, 27 2012     164 chars (2 sms)     1090 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Agr sath do sanam to apne zakhmon ko se lu bebasi ke lamhe ko pee loo 1bar muskura ke to dekho shaayad isi bahane do ghadi aur jeelu.
Muskra Kr Tra Hr Drd Chupaya Hmne,Zher Pite Rhe Pr Muh N Bnaya Hmne,Tham Kr Damn DilKi Sari Umide Royi,Aur Kitni Aasani Se Hme Bhulaya Tumne
Nikalte hai ansu jab mulakat nahi hoti, tut jata hai dil jab bat nahi hoti, apki jaan ki kasam jab aap na yaad aye, esi koi subha esi koi raat nahi hoti...
Aaj N Jane Q Ankho Me Ansu Aa Gaye? Msg Likhte Likhte Khwab Yaad Aa Gaye? Milne Ki Tamanna Thi Apse Lekin,Ansuo Me Aap Nazar Aa Gaye..!!
Meri hatheli bhi aap apne paas rakh lo,Jab dua mango to isko bhi utha dena.Khushi mile to apna haath aage kar dena,Gam mile to meri hatheli me thama dena.
Hum jal kar b roshni failate rahe, isliye log hume jalate rahe, Mere jalne ko kisi ne dekha hi nahi, Meri roshni pe sab mushkurate rahe..
Laut Aao Ab Is Andheri Duniya Mein Yahi Khwahish Rakhte Hain Hum Tumhare Saath Jeene Marne Ki Hi Khwahish Rakhte Hain Hum
Hun aakash taleey fir bhi, kyo ghutan nahi jati. Chehre pe aa gai jo, kyo shikan nahi jati. Lo chand ne bhi thanli hai dushmani humse, kyo CHANDNI mere ghar aangan nahi aati..
Pas akar sabhi door chale jate hai,Hum akele the akele reh jate hai,Dil ka dard kise dikhaye,Murham lagaane wale hi zakhm de jaate hai
Hoga dard to ham muskura lenge Kisi k tute dilko siney se hm laga lenge Chupayenge jb-jb b wo apne ansu Hm b kisi kone me ja kr apne ask baha lenge
Kash wo nagme hume sunae na hote. Aaj unko sun kar aasu aaye na hote. Agar isi tara bhul jana tha. To itni gehrai se dil me samaye na hote?
Agar tapakta Ashkon ki jagah Lahoo aankhon se... Koi kisi ko phir shayed hi rulaata... Dil ke tootne ki hoti jo Awaaz... Too tumhein mere dard ka andaza ho paata