Wo muzh se

Wo muzh se
Wo muzh se pooch raha tha batao kaisa laga, Tum peechle zakhm ko chodo,Yeh ghao kaisa laga... Ajab sawal kyia andhiyon ne patton se, Shajar se toot ke Girna batao kaisa Laga
  

Jan, 25 2012     173 chars (2 sms)     926 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Hume to pyaar tha sirf unn se, Dil bhi unhi ko diya tha, Unhe pyaar tha kissi aur se, Dhokha sirf hum ko mila.
Na pta tha k Dil k jgah pathr bi hote he,Na pta tha k Dil k jgah pathr bi hote he,Hass k nikal Jate he woh,Yaad me jinki hum raat Din rote he
Tum badle, jahan badla, badli nazar zamane ki Yeh Aansu char baqi rah gaye, nishani dil lagane ki
Har Pal Unke Bare Me Sochte He Kabi Khud ko Kabi Khuda Ko Koste He,Jab Unka Bi Dil Chahta He Humse Milna,Fir Kyu Wo Apne Kadmo Ko Rokte He
Hothon pe ulfat ka naam hota hai ankhon me chhalakata jam hota hai talwaaron ki zarurat vaha kise jahan nazaron se Qatl-e-Aam hota hai.
Hajam nahi hota, agar koi behad pyaar kare; Barsaat bhi agar had se gujre; barsaat nahi rehti
Unhe Chahne Ki Khata To Ki Humne Par Unhe Bhulne Ka Gunah Na Kar Sake,Unki Judai Me Tadapte Hain Rat Din Par Unki Yado Ko Juda Na Kr Sake..
Nighaon me suna pan, dil b viraan hai, mere mehboob kya yahi pyar ka inaam hai, Tumne chaha aur raat din pooja maine, Mujhpar laga ye bewafai ka Iljaam hai!...
Itni jaldi daaman chod diya.. Itni jaldi vada tod diya.. Abhi to zindagi ki sansein hai baaki.. Aur aapne abhi se YAAD karna chhod diya
Tqdir Jaisa Chaha Dhal Gae HmU to Sambhal K Chale The Fir b Fisal Gaye Hm Apna Yakin He K Dunia Badal Gai Par Sbka Khyal He K Badal Gaye hain Hm..
raaz ki baatain likhi aur khat khula rehney diya jaanay kyon rusvaion ka silsila rehnay diya.. umar bhar saath reh kar woh na samjha dil ki baat. do dilon kay darmiyan ik faasla rahney diya ! apni fitrat woh badal paya na iskay bawajood, Khatam ki ranjish magar gila rehney diya !
Phool shabnam mein doob jate hai, zakhm marham mein doob jate hai Jab koi aasara nahi hota hai to hum aapke gham mein doob jate hai…