jindagi dukhon ka

jindagi dukhon ka
jindagi dukhon ka sagar ban gayi hai, sukh aate hain ab mujhe raas nahi. humne to dil usse lagaya, jisse milne ki bhi aas nahi
  

Jan, 25 2012     126 chars (1 sms)     969 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mera Ikraar Tere Inkaar Se Behatar Hoga Mera Din Bhi Teri Raat Se Behatar Hoga Yakeen Nahin To Dolee Se Jhankke Dekhna Mera Janazaa Teri Baaraat Se Behatar Hoga
Ab Umar Ho Gyi He Dilki Kitab Me Kuch Khusk Patto K Siwa Kuch Na Rha Jazbat Tamam Kho Gye Lamho Ki Bhid Me Ab Dilme Dhadkano K Siwa Kuch Na Rha
Jiski ULFAT ki shma se hmera dil roshan Meri Chaht k wo B Dip jlati Hogi Gam-e-firaq mera hi muqdr h ya fir Meri judai use B Rultai Hogi
Tera hu mai tera jo chahe ksam lele,raste me khoi hai mazile meri.tu samne hai mere fir kyu ye duri hai,ye bhi koi jina hai sirf aasu pina hai
Woh roye to bahot par muh mod ke roye,Bade majbur honge jo dil tod ke roye,Hamare saamne kar diye hamari tasvir ke tukde,Baad me wohi tukde jod jod ke woh roye
Zindagi se pucho ye kya chahti he.Bas 1 usiki wafa chahti he.Kitni masum aur nadan he zindagi.Khud bewafa he aur wafa chahti he..
Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi Teri Hi Yaad Main Gum Rahi Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai Jaise Chaahat Meri Kam Rahi
Wo muzh se pooch raha tha batao kaisa laga, Tum peechle zakhm ko chodo,Yeh ghao kaisa laga... Ajab sawal kyia andhiyon ne patton se, Shajar se toot ke Girna batao kaisa Laga
Rulane se pahale ek bar hasaya to hota, kasur kya hai is dil ka bataya to hota, mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne, kaash ye dil kabhi kahi lagaya na hota.
Jo log Dard ko Samjet h Wo kbi dard ki wazah nhi btate.Aur Jo Log Sachi Mohbat Kret H.Wo Dard Sehna To Jante Hai Par Dard Dena Nahi Jante.
Jab Kabhi Samne Wo Nazar Aayega,Ajnabi Ki Tarah Takra Ke Guzar Jayega,Auron Ke Liye Rakhte Hai Hoton Pe Hasi Woh,Mujhse Milega To Chehra Utar Jayega.
Bite pal wapas la nahi sakte, sukhe phul wapas khila nahi sakte, kabhi kabhi lagta hai aap hame bhul gaye, par dil kahata hai ki aap hame bhula nahi sakte...