Ik zara si

Ik zara si
Ik zara si bhool khata ban gayi,Meri vafai hi meri saza ban gai,Dil liya aur khel kar tod diya,Hamari jaan gai unki adaa ban gai.
  

Jan, 25 2012     129 chars (1 sms)     1006 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Gum ki parchaiyan, yaar ki rusvaiyan; Wah re muhobbat! Tere hi dard aur teri hi dawaiyan
Unki nazron se door jayenge hum, door fizaon me kabhi kho jayenge hum, meri yaadon se lipat ke royenge wo, zameen odh ke jab so jayenge hum.
Khamosh Kuch Aise Rehne Laga Hun,Jaise Zindagi Me Kuch Raha Hi Nahi,Dil To Rota Raha Bahot,Aankho Se Ek Ashq Bhi Na Chhalka Kabhi.-
Taqdeer Ka Gham Dunya Mein Sitam Har Haal Mein Sehna Parta Hai Shiqwa Bhi Zuban Per Late Hain Khamosh Bhi Rehna Perta Hai
Aaj hum unhe bewafa batakar ay hai,unke khato ko pani me bahakar aaye hai,koi nikal kar padh na le unhe,isliye pani me bhi aag lagake aye Hai
Meri Dharkan Se Dil Ka Dharkna Mangoge Ek Din Tum Mujhse Mera Pyaar Udhar Mangoge Main Voh Phool Hoon Jo Tere Chaman Se Na Niklega Apni Veeran Zindagi Ke Liye Bahar Mangoge
Ye gazlo ki Duniya Bi Ajib hai,Yaha Aansu ka bhi jam banaya jata Hai, Keh bhi Dete Agar Dard-e-dastan,phir bhi Wah Wah Sunaya Jata hai..
Mre Honto k Mehkte Hue Ngmo Pe N Ja,Mre SineMe Kai Aur B Gam Palte He,Mre Chehre Pe Dikhawe Ka Tbassum He,Mgr Mri AnkhoMe Udasi K Diye Jlte He
Pyase ko ek katora pani kaafi hai,Ishq me chaar pal ki zindagani kaafi hai.Dubne ko samandar me jaaye kyon,Unki palkon se tapka woh ek aansu kaafi hai
Zindgi ka raaz tanhai me pa liya,Jiska gum mila apna bana liya,Humara gum sunne ko jab koi na mila,Samne rakha aaina or khud ko suna diya.
Jakhma itne gahare hai, Ijhar kya kare, Hum khud nishana ban gaye, vaar kya kare, Mar gaye ham, Aankhe khuli rah gayi, bas isase jyada aur kisi ka intejar kya kare...
Saaye Ki Tarah Saath Rehne Wale,Rishta Kuch Iss Tarah Tood Gaye,Haqikat Mein Milna Mumkin Na Raha,Toh woh khwabo mein bhi aana chhod gaye