ye aansu b

ye aansu b
ye aansu b kambakht 1 paresani hai khushi or gum dono ki nishani hai samjhne walo k liye anmol or na samjhne walo kliyea sirf pani hai.
  

Jan, 25 2012     135 chars (1 sms)     856 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kadam yuhi dagmaga gaye , warna sambhalna hum bhi jante the, thokar lagi to us pathar se , jise hum apna khuda mante the..
Ahsaan hai tera dil par , ke ishq toone sikhaaya, Doondha kayi baar dil ko , dariya -e- gum hi paaya Lutaaya kayi baar is dilko , humne teri khaatir, Rang teri wafa ka mere , ashko mein nazar aaya Hoti hai band saanse , na hoga shikva kisiko Samjhenge wo ke unko, koi khwaab bura aaya ....
Apni zindagi se kuch pal dede mujhe, aaj na sahi tu apna kal dede mujhe, khushi de ya n de marzi teri, apna dukh aur dard tu chal dede mujhe
rone de aaj hamko tu aankhe sujane de, baho me lele aur khud ko bhig jane de, he jo sine me kaid dariya woh chuth jayega, he itna dard ke tera daman bheeg jayega.
Dil agar phool na hokar kaanch ka tukda hota Todne wale ko ek zakham to aaya hota
Dilse KhelneKa Hunar Hume Nahi Aata.Isliye Ishq Ki Bazi Hum Har Gaye.Meri Zindgi Se Shayad Unhe Bahut Pyar Tha.IsiLiye Muze Zinda Hi Mar Gaye.
Ek Bewafa Ne Zakhm Diya Bade Shauk Se..Phir Ghar Bolaya Bina Kisi Rok Tok K..Us Bewafa Ne U Kiya Mere Zakhmo Ka Ielaj..Marham Bhi Lagya To Kanto Ki Nok Se..
Arz kiya hai jinki yad me hum diwane ho gaye, woh hum hi se begane ho gaye, shayad unhe talash hai ab naye dost ki, q ki unki nazar me ab hum purane ho gaye.
Unki galiyoon se jab gujre to manjar ajeeb tha, Dard tha magar wo dil ke kareeb tha, Jise hum dhoondhte the apni hathoon ki lakeeroon mein... Wo kisi doosre ki kismat, kisi aur ka naseeb tha.
Waqt Guzra Zakham Bharte Gaye Tumhe Bhulane Ki Kosish Hum Karte Gaye Itna Aasan Na tha Tume Bhool Pana Par Zindagi se Samjhota Karte Gaye
kasish to bahut he mere pyar me lekin koi he pathar dil jo pighalta hi nai agar mile khuda to manglu use par khuda marne se pehle milta nhi
Palko K Nami Me Chupa Kar Sapno Ko Humne Unhe Jaane Ki Izazat Dedi Hum Tut Kar Bikhar Gaye Tukdon Me Aur Humne Unhe Hansne Ki Izazat dedi