Khushiyan mere Naseeb

Khushiyan mere Naseeb
Khushiyan mere Naseeb me kaha..Gam mein main dooba yahaa!Khush nasib hai woh jise gham chupana ata nahin..Bad nasib hai woh jise gham baatna ata nahi!
  

Jan, 25 2012     150 chars (1 sms)     6685 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mudat Hui tum Rulane Nahi Aye,In Jalti Hui Anko Ko Bujane Nahi Aye,Kehte The Sath Jiyenge Sath Marnge Hum Rute The 1Roz Aaj Tak tum Manane Nahi Aye
Yah Dard Mere Hai Inhe Mera Hi Rahne Do In Per Haq Mera Hai Itna Sa To Mere Pass Rahne Do.
deedaar-e-yaar ki khatir jee rahe hain hum unki talaash hain ab har taraf umr-e-tamaam kisike naam kar diya humne ab maut se bhi hume ghabdraana kaisa
Mai tujhko chahkar kaise kisiki chah karun,Tujhe nibha ke kyu kar koi nibaah karun,Tu zindagi hi nahi meri bandagi bhi hai,kisi aurko sochke kaise koi gunaah karun? :
Kisiki mohabat se hamne kya paya. raat ki neend aur din ka chain gawaya. kya kare hum is dil ka jise aaj barbaad ho kar bi hosh na aaya..
Kisiko apna banane me dar lagti hai, ek vada nibhane me dar lagti hai, pyar to pal bhar me ho jata hai, magar unhe bhulane me umar lagti hai.
FAREB THA YA HANSI, MAIN AASHIKI SAMAJH BAITHA, MAUT KO HI APNI ZINDAGI SAMAJH BAITHA, VAKT KA MAJAAK THA YA BADNASIBI MERI, UNKI DO BAATO KO MAIN CHAAHT SAMAJH BAITHA.
Uss Se Juda To Hogaya Per Youn Laga Mujhe Jese Jahan Mein Koi Apna Nahi Raha WO Bewafa Nahi Magar Itna Zaror Hai Pehle Wo Jis Tarah ka Tha Wesa Nahi Raha
Aaj hum hai,kal hamari yade hogi Jab hum na hoge,tab hamari bate hogi Kabhi paltaoge zindgi k panneTo shayad apki ankho se barsate hogi
Tumhari yaad BEKARAR karti hai,Nazar TALASH tumhe bar bar karti hai,Gila nahi jo hai hum DUR tumse,Tumhari toh JUDAI bhi humse PYAR karti hai.
Sataoge Hum Ko Rulaoge Hum Ko Par Kis Tarha Bhula Paoge Hum Ko Khuda Jane Kia Haal Ho Ga Tumhara Jab Kafan Mai Lipta Paoge Hum Ko…
Kehte hain patthar dil aadmi ke, aansoo nahi nikalte; Par teri hi kudrat hai, pattharon se hi jharne phootte hain. Dil patthar ke nahin hote, jamana bana deta hai Sakhta patthar ke peeche ka dard kise pata hota hai?