Dil amir par

Dil amir par
Dil amir par Muqaddar garib tha Mil kar bichadna mera naseeb tha,Chahkar b kuch kar na sake hum, hamara Ghar b jalta raha aur samandar b kareeb thA
  

Jan, 25 2012     147 chars (1 sms)     1061 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Rait par likh ke mera naam mitaya na karo aankhen sach bolti hain, pyaar chupaya na karo log har baat ka afsana bana lete hain sab ko haalaat ki rudaad sunaya na karo
Jo Teri Nazar Se Guzar Jaya Krte Hai Wo Sitare Aksar Toot Jaya Krte Hai Kuch Log Dard Ko Bayaan Nhi Krte Bas Chup Chap Bikher Jaya Krte Hain
Mere Paas Se Woh Gujri Mera Haal Tak Na Pucha.. Me Kaise Yakin Kar Lu Ki Woh Door Jakar Ke Roi.
Jala denge apne dil ko diye ki tarah teri zindagi me roshni laane k liye Seh lenge chubhan ko pairon tale teri rahon me phool bichane k liye
Mohbat mukadar he 1 khwab nahi,Ye wo ada hE jisme sab kamyab nahi,Jinhe panah mili unhe ungliyon par gin lo,Magar jo fanah hue unka kuch hisab nahi.
garmiye hasrat ke nakam se jal jate hai. hum chiragon ki tarah sham se jal jate hai.. shama jalti hai jis aag mein numaish ke liye hum usi aag mein gumnam se jal jate hai.. jab bhi aata hai mera naam tere naam ke sath,,, jane kyon log mere naam se jal jate hai...
Dil Ko Adat Si Ho Gai Hai Chot Khane Ki, Bhigi Palko Ke Sang Muskrane Ki, Kash Anjam Hum Pehle Se Jaan Jate, To Kosish Bhi Nahi Karte Dil Lagane Ki
Muje MOHABBAT Se Kuch MILA NhiLekin MUJHE Apne SANAM Se Koi GILA Nhi Kyu MAI RAASTO Ko ILZAM Du Jab Mera HUMSAFAR Hi SATH Mere CHALA Nahi
Ai mere humnashin chal kahin aur chal, Is chaman mein ab apna guzaara nahin, Baat hoti gulon tak to seh lete hum, Ab to kaanton pe bhi haq hamara nahin
Galti Se Pyar Kr Baithe Nadan The Uski Aadat or Fitrat Se Anjan The Waqt Ne Hme Khilona Bna Diya Varna Hum B Kabhi Mehfilo Ki Shan The
Na puch mere sabar ki intha kaha tak hai, Tu sitam kar le teri taaqt jahan tak hai.wafa ki umid jine hogi unhe hogi,hume to dekna hai tu bewafa kahan tak hai
zindagi gamo ka pulinda hai, khushiya aaj kal chuninda hai, kabhi yaad kar liya karo iss nacheez ko yaar, yeh shaks abhi tak zinda hai