Tanhai se ho

Tanhai se ho
Tanhai se ho rahi hai har mod pe mulakat, chutne lagi hai ab apnoki bhi sath,ab tum din ka ujala dekho yaro,apni to ho rahi hai ab dhire dhire raat.
  

Jan, 25 2012     148 chars (1 sms)     1210 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Aandhi Aati Hai,Toofan Chale Jaate Hain Yaade Rah Jaati Hai,Insaan Chale Jaate Hain!!!
Dur hi sahi kinara to hai timtimata hi sahi sitara to hai,ho jati hai tumhari yaad se hi tasalli,tinka hi sahi sahara to hai.
Humein unki ebadat se fursat nahi milti ,log na jane kisko khuda kehte hain ,dil mein rakha hai unko,log na jane kyon juda kehte hain.
meri chahat ne use khushi dedi badle me usne mujhe sirf khamoshi dedi khuda se dua mangi thi marne ki lekin usne bhi tadpane ke liye jindagi dedi
Muddat hui koi shaqs rulane na aya,In jalti ankho ko bujane na aye,Kehte he 7jiyenge 7marenge Ruthe the 1 din aur aajtak koi manane na aya
Wada to nahi krte dosti nibhayenge, Koshish yehi rahegi aapko hansayenge, Zarurat ho to dil se bulana, Is duniya mein na ho to bhi lot ayenge..
Ae dil kisiki yaad mein rona fizul hai, Aasu bade anmol hai, Inhe khona fizul hai, Ro to unke liye jo tumpar nissar hai, Uske liye kya rona jinke aashiq hazar hai Har baat ka matlab inkar nahi hota, Har jagha par baitne intezar nahi hota, Yun to milti hai hazaron se nazrein, Har nazar ka milna pyar nahi hota.
gham bhi gaya, khushiyaN bhi gaye ek ek karke sab yaar chale gaye Reh gayi wo saaki ki dosti jab maikhane ke sare pehredaar chale gaye..
deedaar-e-yaar ki khatir jee rahe hain hum unki talaash hain ab har taraf umr-e-tamaam kisike naam kar diya humne ab maut se bhi hume ghabdraana kaisa
Na kabhi muskurahat apke hoton se door ho,apki har khwahish haqiqat ko manzur ho.ho jao jo aap muzse khafa,khuda na kare muzse kabhi aisa kasoor ho.
Kashti mohbt ki tufanome fas gai,Bahar-e manzl rasto Me kho gai,Zndgi ne raho me 7 aisa choda,Abto maut b humse naraz si hogai
Jindagi Aisi Jiyo K Dushman Ko Bhi Afsos Ho..Maut Ho Aisi K Dunya Der Tak Matam Kare....