Mein usse chahta

Mein usse chahta
Mein usse chahta hu itna. Jo kisi aur ki chahat hai. Mein janta hu wo kabhi meri na ban paigi. Wo kisi aur ki amanat hai. Phir bhi usse chahta hu.
  

Jan, 25 2012     146 chars (1 sms)     856 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Hum gilla nahin karte.... jo na ho kismat mein vo mila nahin karte zakhm kuch iss tarah khaaye hai dil pe humne yeh itne gehre hai ke kabhi silla nahin karte
Zubaan se naam lete hai, Aankhon se aansu chalak jaate hai. Kabhi hazaro baatein kiya karte the, Aaj ek baat ke liye taras jaate hai.
Akele hai, hamein akela rehne do.Duniya ka har gham muje sehne do.Na jatao mujpe hamdardi mere azizon, mat pocho mere ansu inhe behne do.
zindagi kabhi aanso, to kabhi muskaan hai meri dhadkano mai uska hi namo nishaan hai ret par likhe the jo do naam humne uska mit jaana hi hamari mohobat ka inaam hai
Jane lagi jab wo chhod kr hath mera, Toote dil ne himaakat kar di, Socha tha k chhupa lenge gam apna, Pr kmbakht ankho ne bgawat kar di.
Mehfeel me hume wo pahchan na sake,hum unke kareeb par hume jaan na sake,bhul hi chuke thee hume to wo,aur hum thee ki unhe apne dil se nikal na sake...
Tum nahin gham nahi sharaab nahi aise tanhaayi ka jawaab nahi wo karam ungliyon se ginte hain zulm ka jinke kuchh hisaab nahin..
Shuruwat mei badi-badi kasme khate hai ye log Lekin us pyar ko nibha nahi paate hia log Pyar mei DHOKE de jaate hai pyar karne wale Bewafaai karke kisi aur ka haath tham kar laut jaate hai ye log
Tamanna To Jahan Ki Karte Hain Hum, Par Har Dil Jisse Apna Maane Woh Hamara Nahi Hota, Dariya-E-Mohabbat Mein Tufan Bhi Hain Bhawar Bhi Hain, Par Har Kashti Ki Kismat Main Kinara Nahi Hota.
Tanha rehna to sikh liya humne, per khush na kabhi reh payenge teri duri to pir bhi seh leta hai ye dil per teri mohabbat ke bin na jee payenge
Bhoole hai rafta,rafta unhe muddatoo me hum, kistoo me khudkushi ka maza hum se puchia.
Vafa Nahin Milti Yahan Vafa Karke,Humne Dekha Hai Tazurba Karke, Zindagi To Kabhi Nahin Aayi,Maut Aayi Bhi To Zara Zara Karke.