Husn wale KHOOB

Husn wale KHOOB
Husn wale KHOOB wafao kasila dete hai,Har ekmod parek zakhamnaya dete hai,Is jahanme koi bhi apna nahi hai;Jab ped jalta haito patte bhi hawa dete hai
  

Jan, 25 2012     150 chars (1 sms)     939 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

MAUT PE BHI YAKEEN HAI, TUM PE BHI ETBAAR HAI, DEKHEN PEHLE KAUN AATA HAI, HUME TO DONO KA INTAZAR HAI.
Dariya wafaon ka kabi rukta nhi, mohabbat me insan jhukta nahi, hm chup hai kisi ki khushi k liye aur wo sochte h hmara dil dukhta nahi...
Raat si tanha khamoshi hai mere dil mein.. Shayad kuch jazbaat ki kami hai iss dil mein.. Pehle to hum harr baat par haste ya rote the.. Par ab shayad koi ehsaas hi nahi hai mere dil mein!!
Dil ki hasrat zubaan par aane lagi,Tumhe dekha aur zindagi muskurane lagi, Ye deewangi thi ya meri nazar ka dhokha,Har cheez mein surat teri nazar aane lagi.
Malum He K Tume Pa Na Skenge Ap ka Naam Dunia K Samne La Na Skege Jaldi AaJ ao Waqt Rukhsat Ka Hai Tume Dekhe Bina Dunia Se Ja Na Sakenge
Mana Ke Aaj Hum Akele Reh Gaye.Judai Ke Ansu Ankhon Se Beh Gaye.Rote Rahe Kon Chup Karae Ga.Jo Chup Karate Thay Wahi Rone Ko Keh Gaye...
ABB UMAR HO GAYI HAI DIL KI KITAB MAIN KUCH KHUSK PATON K SIWA KUCH NAHI RAHA JAZBE TAMAM KHO GAYE LAMHON KI DHOOL MAIN ABB DIL MAIN DHARKANO K SIWA KUCH NAHI RAHA
Tuta hua shisha phir joda nahi jata,Aankh se Nikla hua aansu phir wapis nahi aata,Tum to keh ke bhool chuke ho sab kuch,Lekin humse wo pal bhulaya nahi jata
Rehte hum door to kya hua,Hum juda to nahi,Baat nahi kar pate to kya hua,Hum khafa to nahi,Na milna hamari majburi hain,Par hum yaar bewafa to nahi...
Dil toda phir ek baar to kya Main khush rahoon ya rahoon khafa to kya Kise fark padta hai meri baicheni se Kisi din mar bhi jaoon to kya
Raha jo dil mein dhadkan ban ke bichda mujhse vo bewafa ban kena ummid rahi jeene ki ab ae dosto milli hamein dava bhi ek sazaa ban ke
KITNA SURUR RAAT KI TANHAI ME THA, CHUP THA CHAND JAISE RUSHWAI MEI THA, LOG JAG RAHE THE IBADAT K LIYE, OR YE DIL TERI YAAD KI GAHRAI MEI THA.