Bhool jate hai hame yaad karta hai kon,zakhm dete hai sab marham rakhta hai kon,hum har pal marte hai aapki judai me, humare aansuo ki kadar karta hai kon.
Kashti bhi na badli , Dariya bhi na badla , Ham dubne walo ka jazba bhi na badla Hai Zok-e-Safar aisa ek umar se hame, Manzil bhi na pai or rasta bhi na badla
MUMKIN HO APSE TO BHULA DIJIYE GA MUJHE PATHAR PE HON LAKEER MITA DIGIYE GA MUJHE HAR ROZ MUJH SE HAI TAZA SIKAYAT APKO MAIN KIYA HON EK BAR BATA DIGIYE GA MUJHE
Mot mangu to zindgi khafa ho jati he zaher pita hu to wo bhi dava ho jati he, tu hi bata e mere dost me kya karu, jisko bhi ham chahte hai wo bewafa ho jati Hai
Daastaan-e-gham-e-dil unko sunaii na gayi baat bigdii kuchh aisii ki banaii na gayi Sab ko ham bhool gaye josh-e-junoon mein lekin ek teri yaad thi aisi ki bhulaai na gayi Ishq par kuchh na chalaa dida-e-tar ka jaadoo usne jo aag lagaa di woh bujhaai na gayi