Zindagi mein ek

Zindagi mein ek
Zindagi mein ek haseen galti kar baithe Hum nadani mein pyar kar baithe Dil ko apne khud thokar maar baithe Ek bewafaa se murhum ki umeed kar baithe
  

Jan, 27 2012     148 chars (1 sms)     1450 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Ek din zindgi aise mukam pe pahunch jayegi,, Dosti to sirf yaadon me reh jayegi.. Har cup chai yaad tumhari dilayegi,, aur haste haste fir aankhein nam ho jagegi
Woh Kya Karenge Kadar Sharike Hayat Ki.Jinki Nazar Me Pyar Ki Kimat Zahej Hai…
Sukhi Mitti mein dafan hai kuch yaadein,Wo juthi kasme, wo juthe waade,Ab jaa ke hua unhe mere pyar par aitbaar,Jab humne chood di apni saansein.
La hasili ka ishq me charcha nahi kiya,duniya jo chahti thi tamasha nahi kiya,manzar se hat k kardiya asan judai ko,is faisle me use tanha nahi kiya
Mohabt Me Hm NakaAm Kya Hue Hr Harkat Hmari Diwangi Lagne Lagi Lafz Jo Nikle Haal Dil Ka Bya Krne Zamane Ko Hr Wo Baat Shayri Lagne Lagi.
Kuch Is Tarah Se Tode Han Milne K Silsily.Sub Nishan Apni Yaad K Mita K Chala Gya.Main Dhundta Raha Jise Milne K WasteWo Shakhs Mere Shehr Main Aa Kr Chala Gya
Kaise jiyenge tum bin,kaash tumhe ye ehsaas to raha hota,Jo dard saha hai humne,woh kabhi tumne bhi saha hota,Bas chal diye begano ki tarah daaman chhod ke,Kam se kam ek baar ALVIDA to kaha hota.
MOHABAT KA AJIB KAROBAR HUMNE KIYA,WO BEWAFA SAHI MAGAR PYAR HUMNE KIYA,WO CHOD GAYE TO MAT KAHO BURA UNKO,KASUR UNKA NAHI AITBAR HUMNE KIYA......
Es dil me tanhaai thi, raat k andhere me bhi uski purchaai thi, hum toh maangte rahe unhe hur dua me, shayad humare hi haathon ki lakiro me judaai thi
Agr sath do sanam to apne zakhmon ko se lu bebasi ke lamhe ko pee loo 1bar muskura ke to dekho shaayad isi bahane do ghadi aur jeelu.
Meri hatheli bhi aap apne paas rakh lo,Jab dua mango to isko bhi utha dena.Khushi mile to apna haath aage kar dena,Gam mile to meri hatheli me thama dena.
KAHA THA US NE K APNA BANA K CHORON GA HUWA BHI YOUN K APNA BANA K CHOR DEIYA