Sab the hamare janaze k pechhe ek wo hi nahi the hamare janaze ke pichhe, kaise hote wo hamare janaze ke pichhe, hamara janaza tha unke janaze ke pichhe
Nakam si koshish kiya karte hai, Hum hai ki unse ulfat karte hai. Kudrat ne takdir me 1 tuta tara nahi likha, Aur 1 hum hai k chand ki aas lagaye baithe hai.
Hazar gum the meri zindgi akeli thi,Khushi jahan ki mere vaaste ek paheli thi,Wo aaj bhaag k nikalte hai mere saaye se,Maine jinke liye gum ki dhoop jheli thi.
HAWAO NE LOOT LIYA SAANA LENA HUMARA,ROSHNI NE LOOT LIYA NAZAR HAMARA, SUKUN NEHI LOOT LIYA CHAIN HUMARA AB KISKO DOSH DE YARO JAB SAPNO NE HI CHOD DIYA SATH HUMARA