Bhulane Wale Se

Bhulane Wale Se
Bhulane Wale Se Koi Kehde Zara, Is Tarah Yaad Aane Se Kya Fayda, Jab Mere Dil Ki Duniya Basani Hi Nahi, To Jhuthe Khwab Dikhane Se Kya Fayda.?
  

Jan, 25 2012     142 chars (1 sms)     45572 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Aakho ko bandh karoge to hame dekhoge.Aakhe khologe to hame hi paoge.Zindagi me kabhi rona mat varna,Unn aasuo me bhi hame hi bahaoge.
Kya Kya na socha Tha dil ne, kya kya na sapne sajaaye…. jal gaye saare sapne… reh gaye khaak ke saaye…. ab gila bhi kisse karoon main… kasoor To kisika bhi nahi… upar vaale ne hi kuch aise sitam ab mujh pe dhaaye, kuch na keh sake… nikli to bas dil se yehi aawaaz… haaye!
Tute khwabo ki tasvir puri Hoti He, chand taro k bich bhi Duri Hoti He, Dena to khuda bhi sabko chahta He, par uski bhi kuch Majburi Hoti He
Hame ashqon se palkon ko bhigona nahin aata,mile jo khushi to use khona nahin aata,seh lete hain har gam haske aur log kehte hain hamen rona nahin aata.
Ye mann hai ki maanta nahi, ye dil hai ki kuch jaanta nahi. aap gairo ko samajhne ki baat karte ho, main to khud apne aap ko jaanta nahi.
Nakaam si koshish kiya karte hain, Hum hain ki unse pyar kiya karte hain, Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha, Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain
Badi Muddat Se Aas Lagai Hai Maine, Khabar Jo Unke Aane Ki Suni Hai Main, Andhere Mein Thokar Khakr Gir Na Jayein Woh Kahi, Isiliye Apne Hi Daamn Mein Aag Lagai Hai Maine…
Bikhre Ankho Se Moti Hum Samet Na Sake,Uski Yaad Me Sari Raat So Na Sake,Bheeg Na Jaye Ansoo Me Tasvir Uski,Bus Yehi Soch Kar Hum Rona Sake.
BOTAL CHHUPA DO KAFAN MEIN MERE... SHAMSHAN MEIN PIYA KARUNGA... JAB MANGEGA HISAAB KHUDA TO, PEG BANA KE DIYA KARUNGA.
Rok Lo In Door Jaate Kadmo Ko CHaHat Ki ItNi Badi Saza Na Do Paas Aane Ki KHwaisH Ki Thi Humn E Judai Ka HumE Yu Dard Na Do…
Khaa kar zakhm dua di humnebas yun hi umar bita di hum nedekh kar jisko dil dukhta tha.Aaj wo tasver jala di humne.
Mein tere khawb dekhu, Bhale hi tu mujhe bhool jaye, Dekhte hi dekhte magar, Aankho me paani bhaar aaye.