AshKO Ko PaLko

AshKO Ko PaLko
AshKO Ko PaLko Se Rok Lete HE humWo Aah Jo Bhare To Ro Dete HUMUnki Mohabat Ne Zinda Rakha HE WrnAZindgi Ka DaMaN Kab Ka Chod Dete HuMRS
  

Jan, 25 2012     136 chars (1 sms)     1056 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kabhi zindagi ke pannon ko ulat kar dekhiyega, Aapko ek shaksh yaad aayega, Bhool jaaoge zamane ke diye saare gham, Jab hamare saath guzara waqt yaad aayega.
Kaash woh nagmehame sunaaye na hote, Aaaj unko sunkar ye aansu na aaye hote, Agar is tarah bhool jana hi tha, To itni gahrai se dil me samay ne hote
“Zulfon KO failaa kar, jab koi mehbooba kabar par roti hai to mehsoos hota hai ki maut bhi kitni haseen hoti hai...
Tute dil ne b uske liye dua mangi.Meri sason ne har pal uski khushi mangi.Jane kya dillagi thi us bewafa se k maine akhri khawish me b uski wafa mangi
Yado ki kimat wo kya jane jo khud hi yado ko mita diya karte hai yado ka matlab to unse puccho jo yaado ke Sahare jiya karte hai…
DOOR UFAQ PAR SHAAM UTAR AAI, UNKI YAAD DIL ME UTAR AAI, YAAD UNKI AAI JAISE KHILE PHOOL KOI, YAAD UNKI AAI JAISE SUBHA MUSKURAAI,
Kisiki mohabat se hamne kya paya. raat ki neend aur din ka chain gawaya. kya kare hum is dil ka jise aaj barbaad ho kar bi hosh na aaya..
Humne pucha kaise ho, jawab na aaya,Is berukhi se hamara dil bhar aaya,Socha galti kiski hai to ye khayal aaya,shayad unhe ye na cheej pasand na aya.
Bhoolein N Kabhi Aisi Koi Yaad De Do Bhoole Se Hi Sahi Kabhi Hume Awaz De DoYahan Maut Ka Kise Gam He Pal Bhar Ka Tum Agar Saath De Do
Jaate jaate who koi achi nishani de gai, Umar bhar dauhra saku aisi kahani de gai, Kher hum to reh gaye pyase, Par hamari palko ko who paani de gai.
Khul k dilse milo to saza dete hain log,Sache jazbat b thukra dete hai log,dekh nahi sakta do insano ka milna,baithe huwe do parindo ko b uda dete hai log.
Shikwa Bhi Nahi Lab Per Taqdeer Ke Mare Hain Daman Bhi Hamara Hai Aansoo Bhi Hamare Hain