Na jagao mujhe

Na jagao mujhe
Na jagao mujhe neend se, bohot dino ke baad soya hun, dikhaa do kafan hataa ke usko, ki marne ke baad bhi uski yaad me kitna roya hun..
  

Jan, 25 2012     135 chars (1 sms)     1166 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Na pta tha k Dil k jgah pathr bi hote he,Na pta tha k Dil k jgah pathr bi hote he,Hass k nikal Jate he woh,Yaad me jinki hum raat Din rote he
muje aaj hi pila de mat tal kal par saki, ki chalak na jaye kal tak mera jam E jindgani.
Sukhi Mitti mein dafan hai kuch yaadein,Wo juthi kasme, wo juthe waade,Ab jaa ke hua unhe mere pyar par aitbaar,Jab humne chood di apni saansein.
kasish to bahut he mere pyar me lekin koi he pathar dil jo pighalta hi nai agar mile khuda to manglu use par khuda marne se pehle milta nhi
Na vo aa sake na ham ja sake ,dard dil ka kisi ko na suna sake ,yadon ko lekar baithe hain aas me unki ,na Vo bhula sake na ham bhula sake.
Sharabi ilzam sharab ko dete hai.Diwane ilzam shabaab ko dete hai.Koi nahi karta kabul apni bhool.Kante bhi ilzam gulaab ko dete hai.
Dil Or Ankh Dil Ne Kaha Ankh Se Dekha Karo Kam Dekhti Ho Tum Tarapte Hain Hum Ankh Ne Kaha Dil Se Socha Karo Kam Sochtay Ho Tum Barastay Hain Hum
Ajnabee shaher me ajnabee log,meri tanhai par muskurate rahe,main bahot der tak saheta raha,aur wo mujhe baar aajmate rahe.
Wo samundar nahi aansu the humare,jis par wo naao chalate rahe,manzil mil jaye unko duwa thi humari,isliye hum aansu bahate rahE
Mohabt Me Hm NakaAm Kya Hue Hr Harkat Hmari Diwangi Lagne Lagi Lafz Jo Nikle Haal Dil Ka Bya Krne Zamane Ko Hr Wo Baat Shayri Lagne Lagi.
Mein duba to kinare pe khdi thi Dunia,Hasne valon mein mera mukdr bi tha,Ro rha tha jo janaze se lipt ke kaise keh du ki vahi mera Qatil bi tha.
Na pucho humse koi baat ki zindagi khud ek sawal banker eh gaye hai, Dard itne hai seene me ki khushi ek khayal ban ke reh gaye hai.