MAANA KI AAJ HAMARE SAATH KOI DILDAAR NAHIN, LEKIN YE MAT SAMAJHNA KI HAMEIN KISI SE PYAR NAHIN, KISMAT NE SAB KUCHH DIYA HAMEN, SIRF DIYA HAMARA WOH YAAR NAHIN.
TERI YADO K CHIRAGO KO JALAYA HR SHAM, TERI BAATO KO BETH KAR DOHRAYA HR SHAM, MANGI HE KHUDA SE TERI ZINDAGI KI DUA, TANHA BETH KAR HAATHO KO UTHAYA HR SHAM
Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne, khud bula ker phir sataya hai kisi ne, jab tak jali hai shama jalta raha parwana, kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne