N Jane kis

N Jane kis
N Jane kis batki wo saza dete he, Meri Hasti Ankhoko rula dete he, Ab Zamane se nhi khbar unki, Kya Is tarah Apno ko Bhula dete he.
  

Jan, 25 2012     131 chars (1 sms)     992 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Waqt hai badla aur badli si kahani hai,Sang mere hasin palo ki yaade purani hai,Na lagao mere jakhmo par marham,Mere paas uski bas yahi ek aakhri nishani hai.
Dosti ke bhi andaz hote,jaagti aankhon me bhi khab hote he,zaroori nahi ki gum me aansu nikle, muskurati aankhon me bhi sailab hote
Waqt guzarta par sanse thami thi, muskura rahe the hum, par ankhon me nami thi, sath hamare ye jahan tha sara, par na jane kyu tumhari Kami thi…
Na hai koi khuda jinpe hum aitbaar kar sake, Na hai koi wafa jinpe hum jaan luta sake, Ye to in hasino ke aangan ke phool hain bas, Jinke kaante hi itne hai, ke koi dil hi na laga sake."
Woh Mera Naam Ret Pe Likhte The Mita Dete The,Likhte The Mita Dete The,Unka To Waqt Guzar Jaata Tha Par Mujhe To Mitti Mein Mila Dete The..
SAB BADALTE RAHE PER WO PURANE SE RAHE, UNKI YAAD HAM DIL SE MITANE SE RAHE, WO KHAFA YA KHUSH HO JAISE BHI HO, AB NAYA KOEE DOST HUM BANANE SE RAHE
Phir aansu ke kuch fasane nikle, Maikhane se sharab ke paimane nikle, Jo dil ka haal hamara samajh hi na paye, Kyu unko aapna zakhm dikhane nikle
Zindagi hai nadan isliye chup hu dard hai subah sham isliye chup hu keh to du zamane se dastaan apni usme ayega tera naam iskiye chup hu
Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main
Na Dil Raha Zakhm Uthane K Kabil Na Hum Rahe Dil Lagane K Kabil Teri Yaadon Ne Diye Zakhm Aise Na Hamein Chora Muskuraane K Kabil
DOST KYA KHOOB WAFAON K SILA DETE HAI HR MOR PR 1ZKHM NYA DETE HAI TUM SE TO KUCH PAL HI MULAQAT RHI LOG TO SADIYON K PYAR KO BHULA DETE HAI.
Din bhar soch mein doobon raaton ko chain nahin Kaise keh doon dil mein ab koi nahin Door tu hai par mohabbat tere liye kam nahin Duniya kya samjhe bewafaa tu hai hum nahin