Kya batao ye

Kya batao ye
Kya batao ye qyamat kya hai,Maine ghabra k kaha rooth jana tera.Maut kehte hai kise jab mujhse pucha,Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera...
  

Jan, 25 2012     145 chars (1 sms)     1137 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Adalat husnki hogi,mukadma tere ishq ka hoga, Gawahi mere dilki hogi, Mujrim tera pyar hoga, Aur faisla zindagi aur mautka hoga..
Yakin mano wo maut bhi badi suhani hogi,jisme hamari mohabat virani hogi,chalo wada raha tumse pehle hum jaenge,kyoki tumare swagat ki rasm bhi to nibhani hogi.
KAASH Yeh Zindagi Hasin Hoti, Chahne Se Har Dua Kabul Hoti, Kahne Ko To Wo BEWAFA Apni Thi, KAASH Uss Ko Mere Dard Se Kabhi Taklif Hoti..
Hum Bewafa Har Giz Na Thay Par Hum Wafa Kar Na Sakay Humain Mili Us Ki Saza Jo Khata Hum Kar Na Sakay
Dil Ko Har Waqt Tasalli Dena Hota Hai. Dard Hota Hai Na Jane Kahaan Hota Hai. Aap Kyun Puchte Ho Is Dard Ki Haalat. Hum Kya Batayen Ki Ye Dard Kahaan Hota Hai.
Is dunia me sab kuch bikta hai,phir judai hi kyu rishwat nai leti,Marta nahi hai koi kisi se juda hokar,bus yadein hai jo jeene nahi deti.
Ajnabee shaher me ajnabee log,meri tanhai par muskurate rahe,main bahot der tak saheta raha,aur wo mujhe baar aajmate rahe.
Ek aansu hai hum, ajeeb dastan hai hamari, kuch ne navaza moti se toh kisine kaha paani, kuch ne kaha hum anmol hain, toh kisi k liye naa hamara koi mol hai. Jaane kya kismat hai humne payi joh har waqt mili hum ko tanhai, kitne din saath rahe in aankhon mein phir kyun chalak pade tum tanha ae harjaai…
Bite huve wo zamane nahi aate aate hai to wo log purane nahi aateis kadar bikhra hai aasiyana mera jaha panchi bhi rat bitane nahi aate.
Dil toda phir ek baar to kya Main khush rahoon ya rahoon khafa to kya Kise fark padta hai meri baicheni se Kisi din mar bhi jaoon to kya
zaalim tha voh aur zulm kii aadat bhi bahut thii majaboor the hum un se muhabbat bhi bahut thii
Palkon se bah kar jab assoo aaten hai , Aap kya jane aap hume kitne yaad aaten hai , Aaj bhi us mod par khade hai ,Jab apne kaha tha hum abhi aaten hai